Narayan Ojha   (Hal-e-dil 💔🥀)
1 Followers · 2 Following

Joined 13 August 2022


Joined 13 August 2022
27 AUG 2022 AT 1:09

Jo log sath the ,
Aaj kal nahi hai.

Jhute wade karke,
aab kahi hai.

Ek hame na jane kya hua hai,

Hum kal jaha the ,
Aaj bhi wahi hai.

-


25 AUG 2022 AT 10:12

Nafrat ko pyaar mein badalte dekha hai,

Jahan-e- kaynat ke aitbar ko badalte dekha hai,

Or Abb nhi karni dosti kisi se ,

Maine dusro ke liye apne yaar ko badalte dekha hai.

-


20 AUG 2022 AT 16:45

Bohott sambhale ,
Aab thoda fislna chahte hai.

Bohot reh liye duniya ke mutabik,
Aab khudko badalna chahte hai.

Aab tk fikramand the,
Aab thoda beparwah hona chahte hai.

Mana kar dekh liya sbko,
Aab thoda ruthna chahte hai.

-


16 AUG 2022 AT 21:40

Jinke liye ache the ,
Aab unhe khlne lge hai.

Hum apni raho par,
Befikra chalne lage hai.

Logo ke dikhawe se ,
Aab sambhalne lage hai.

Duniyadari ke hisab se,
Dhalne lage hai.

Jo kehte the khub tarakki Karo,
Unse age bhade to sab jalne lage hai.


-


16 AUG 2022 AT 15:38

Khushi chunti hi nahi mujhe,
Mai jis jagah bhi jata hu.

Raho me pyar dhundhne nikalta hu,
To manzil pe dard pata hu.

Ye meri buri kismat nahi,
To or kya hai mahadev.

Kisike sath ki umeed kar,
Mai hamesha tanha lot ata hu.

-


15 AUG 2022 AT 14:21

Hakikat se rubaru ho chuke hai,
Aab koi khwab Sjana nahi hai.

Bohot ki hai galtiya pehle,
Aab unhe dohrana nahi hai.

Dost Bane chahe dusman,
Aab kisi se ghabrana nahi hai.

Jo samjhe mujhe vo thik,
Aab kisiko samjhana nahi hai.

Jo log piche chut gye,
Aab kisiko mnana nahi hai.

Aab samajh gye hai vajud apna,
Dusro ke liye khud ko mitana nahi hai.

-


15 AUG 2022 AT 13:36

Naam se sab jante hai mujhe,
Par meri koi pehchan hi nahi hai.

Khudko jaruri samajhta tha mai,
Par mera kahi nissan hi nahi hai.

Saab guum hai aapni duniya mein,
Kisiko mera dhayan hi nahi hai.

Main lapata hoon unki zindagi se,
Par mereliye koi pareshan hi nahi hai.

Bin matlab ke koi mujhe dhundhe,
Shayad asa koi insan hi nahi hai.

-


14 AUG 2022 AT 21:25

Mujhe kaha khud ki khabar,
Tumhe kya salah du Mai.

Pareshaniya to hazar h,
Ek ki kya wajah du Mai.

Meri baaton se koi farak nahi,
Fir kyu aapni Raza du Mai.

Aapne - gair Saab ek se lagte hai,
Kis - kis ko saza di Mai.

-


13 AUG 2022 AT 17:37

Har manzar me ek manzar chupa hota hai
Insaan to libaas ke andar chupa hota hai

Jo har gam ko muskura kar sehna janta ho
Us shakhs ke dil mai samandar chupa hota hai

-


13 AUG 2022 AT 12:42

Dil naumeed nahi ,nakam hi to h
Lambi hai gamo ki shaam to kya ,
Shaam hi to hai !🥀

-


Fetching Narayan Ojha Quotes