Jab insan hi nehi Rahega toh
Bair kis se
Jab aapke wajood hi nehi unke zindegi mein
Toh pyar kese …..
-
Janha duniya darike ke naam pe log insaniyat bhooljate hai
Wonha ristonke ahmiyat kisko bataogey ..
Jab sab ko jald hai aage Jane ki
Toh kisike saath kya nibhaogey...
-
Agar tu yehi chahata hai toh
tujh se door chalejate hain
Jo khwab dekhe the use bhool jate hain
Mana ki firse khwab dekhpana mumkin nehi
Per yeh zindegi hai kiskeliye rukti bhi nehi
-
Ek waqt yesa aaya zindegi me ke har ek pehlu uljhate hi geye
Uljhe huye ko suljhane ke kosis me
Suljhe huye bhi uljhate geye
-
Kabhi aankhen nam hoti toh
Kabhi lafz saath nehi deti ….
Pata nehi kis kasmakash me hai zindegi
Na jeene deti na marne deti…..-
Naaz na kar sab kuch khak hai
Zara nazar uthakar toh dekh
Jo kal tera sab kuch tha aaj woh raakh hai-
Kabhi kabhi zindegi iskadar shant hoti hai
Janha shor toh bahot hota hai per khamoshi se
Na koi Alfaz na hi koi aansu woh khamoshi ko bayan karpati hai
-
Humne tumhare galtiyon mein bhi rishtey chuna
Tumne bina galti ke bhi rishtey mein se galtiyan hi chuna-
Tumhe aapni galtiyon ke ehsaas nehi huyi
kyun ki hum hone nehi diye
Aab Tumhe hum galat lagrehe
kyun ki tumne kabhi aapne galtiyon ko mehsoos kiya hi nehi
-
Duniya ke Bheed mein riston ke daud mein sayed sabse aagey khade hote
Agar riste nibhane ki chahat aur ahmiyat aapni maa se na sikhe hote
-