Nalini sisodiya  
657 Followers · 479 Following

Joined 19 May 2020


Joined 19 May 2020
6 JAN 2021 AT 9:39

Agar tumhe khamoshiyan raas aane lagi h,
toh samaj lena ab shor se koi vasta nhi rha tumhara...

-


18 NOV 2020 AT 11:08

Thoda waqt lagta hain,
Par sab thik ho jata hain.
Thoda intezar krna padta hain,
Par jindagi ko sahi rukh mil jata hain...

-


23 JUL 2020 AT 9:46

Har mod par nai kahani sunati hain,
Yeh zindagi apne usool khud banati hain...

-


20 JUL 2020 AT 21:36

Kehna toh bahut kuch tha par tune suna nahi,
Shayad, waqt nhi tha tere paas isliye tu ruka nahi...

-


16 JUL 2020 AT 11:04

Char din ki zindagi hain,
Voh bhi yuhi nikal jayegi.
Log kya sochenge,
Bas is hi meh reh jaygi...

-


15 JUL 2020 AT 9:38

Uljha hua yeh khayal,
Pta nahi kha le jayga.
Kimat kya hogi iski,
Yeh toh waqt hi batayega...

-


11 JUL 2020 AT 22:49

Voh dost mera kuch khaas hain,
Zindagi ka har raaz mera
jiske paas hain,
Waqt jyada hua nhi mile usse
Par lagta hain jese saalo se,
voh mere saath hain
Haa, ladte hain hum bahut jyada,
Par yahi toh humari dosti ka andaaz hain...

-


10 JUL 2020 AT 19:18

Thoda bachpana bhi zaroori hain,
Thodi nadani bhi in zaroori hain,
Shararat kar liya kro thodi,
Iske bina zindagi adhuri hain...

-


8 JUL 2020 AT 20:06

Kai baar apne dil ka haal,
keh jate hain.
Kuch log bin lafz ke har baat,
keh jate hain.
Bas samajne wala koi hona chahiye.
Yahan sabhi apne raaz,
bahut baar keh jate hain...

-


23 JUN 2020 AT 22:41

Bahut kuch pana chahte hain hum,
zid me aakar.
Par kai baar sab kuch kho dete hain,
Us hi zid main...

-


Fetching Nalini sisodiya Quotes