Fasana ban gayi hai ab meri diwaangi
Afsana kon likhe dekho meri wahshat ka
فسانہ بن گئی ہے اب میری دیوانگی
افسانہ کون لکھے دیکھو میری وحشت کا ۔
-
A good character life partner is the biggest blessing from Allah❤️🕊️
Escaping ... read more
Aurat ek mohabbat se nikal ker doosre mohabbat me Jane ka hunar rakhti hai.
Mard mohabbat hi chor deta hai.
Totey howe khaboon k tabeer nahi hoti.
Har chahat mukammal taqdeer nahi hoti.-
Jo tum sunte ho meri wo kahani nahi .
tumne bhokh me raten gujari nahi hai.
ye jo bhejte ho musibatne mujhe todne mene Jo uthaye hai janaze unse bahri nahi.-
Main bas purani rahguzar per ghoom leta hun khush hota hun
Mujhe ab kisi aashna ki waabistagi achhi nahin lagti...-
Bas itni bulanddi insaan ko Bakhsh mere khuda.
Use Chhota nazar aye na koi shakhsh mere khuda.-
Ke kuch noor ho paida , mere tere lafon ki ragran se
Kary aazad jo dil ki , teegi e gham ki jakran se.-
उस पुराने मौसम की, याद पुरानी आयी फिरसे।
बंज़र हूई आंखों में, इक बदली सी छाई फिरसे।
अश्को की बौछारों से, दामन भी नम-नाक हूआ।
माज़ी की तस्वीरों ने, उसकी याद दिलाई फिरसे।-
Chordh aaya Hun bahut door kisi chat per yaaden uski
Jis chat ke aangun men sukhe Patton ke siwa khuch bhi nahin
Door talak thi Jahaan narm sondhi manhak mitti ki
Ab unn kheton me sukhi mitt ke siwa khuch bhi nahin
Jis gaon se wabista theh khuch tamannaon ke Mahal
Ab un mahlon men khandaron ke siwa khuch bhi nahin
Laut aaya hai Najmus abhi unhi wiraan galion se
Jin galion men ab kabutron ke siwa khuch bhi nahin..-