Kuch umeedon ka girna abhi baki hai
Kaii hausalon ka parwan chadha baki hai
Kaii raston ko tayy karna abhi baki hai
Kuch chehron ka deedar abhi baki hai
Kaii khwab ki takmeel abhi baki hai,
Pattharo ke beech phool ka khilna abhi baki hai
Abhi zindagi ka safar tamam hona baki hai .....
-
Apni Khamiyon ko aisa banao todd marod kar
Dimple chaa jata hai jiss tarah galon par-
Mujhko wo aaina dikhla gaya
Ek shaks mujhe bechain kar gaya
Kuch tere waste hi sahi, waqt haseen to guzre
Tera mujhe pane ka tamanna se,
kuch ankhen mere vi to raushan hui
Tere hi waste tune mujhe mujhse jyda chaha
Bas yahi wajah hai, aj vi teri yaad ki
Mujhko wo aaina dikhla gayaa
Ek shaks mujhe bechain kar gayaa-
Pass wale khamiyaan dhundne lagte hai
Dur walon ko to hum kafi haseen lagte hai
-
Bht waqt lagta hai samajhne me
Halanke bataii kaii baar jati hai
Kaai chot,kaii dard se milwati hai
Kuch sabaq zindagi unn vi sikhati hai-
Aankhon me pani liye, mai khawahishon ke naw ko chalati rahi
Duniya Chehre pe chehra lgaye, har rang dekhati rahi.-
Wo apni haathon ki lakeeren, meri haathon ke lakeeron ke saath milana chahta tha
Magar wo nadaan kiya janta tha, kismat se upar vi kaii usull hote hai....-
Kuch bharose aur umeeden,hame dusro ke nazron me laa deti hai
Bharosoun se pak rahna,Khule paron se udna seekhati hai!
-
Ek waqt tha jab sab par bharosa tha,darr lgta tha bharosa tu'tne ka
Aur Aj sab ke dhoka dene par Yakeen hai aur khauf kisi baat ka ni...!-
Jab khana Maa banati thi to bht nakhre the
Jab se khud bana rhi hun toh sab kha leti hun!-