~Nabe€la ~🍫  
36 Followers · 40 Following

read more
Joined 22 August 2019


read more
Joined 22 August 2019
24 NOV 2021 AT 19:24

Kya mumkin hai tumhare in yaadon ko bhi yuhi dhundla karna❓
Ya phir tumse Dil lagane ki saza umar Qaid hai❓

-


18 OCT 2021 AT 8:33

,,bohat qareeb Aakar usne samjhaya,, ki dur Kaise jaate hai..!!

-


7 OCT 2021 AT 7:42

..tum se ab kya gila hoga..!!
..tum bhi ab kahan sunte ho,,:)

-


29 SEP 2021 AT 13:23

कुछ आरज़ू ए इश्क़ हमें भी
बया कर लेने दो,

इज़हार न सही इक तरफ़ा
प्यार ही कर लेने दो!!❤

-


20 SEP 2021 AT 19:47

"Bohat koshish ki maine useh samjhane ki, Phir;; ek rooz maine khud ko samjha liya!!."

-


17 SEP 2021 AT 9:36

;,mujhe dundne ki koshish ab na kiya kar''
tune jo rasta badla to maine manzil badal di

-


12 SEP 2021 AT 18:18

..karta hoga zamana bhi gardish tere ird-gird magar,
"main aur hun, meri hadein aur hain!

-


12 SEP 2021 AT 9:54

Nazar aati hai kya udaasiyan meri,,
hasi par maat jana°hasti Kamal houn mai..♡

-


6 SEP 2021 AT 16:01

Kya bataun kaise lagte ho,⁉️
Tumhari kasam,"Dil peh lagte ho🍫❕

-


4 SEP 2021 AT 20:18

Dil chahata hai bade kareeb seh dekhun tujhe,,
Par yeh aankhein tere paas ate hi ,jhuk jaati hai🤍❤

-


Fetching ~Nabe€la ~🍫 Quotes