Baat agar sirf ek ya do din ki ho toh bhi samaj aata hein par agar baat zindagi bhar ki ho toh bhagwan hi yaad aata hein....
-
Writer: by Choice
Born: India
Candle Day: 1st June 1990
... read more
Aaj kal ki young girls ko kehna chahunga ki agar apko copy hi karni ya kisi ko apna role model manana hein toh Sudha Murthy ji Ko mano, naa ki kisi Film industry ke actresses ko, kyuki yaad rahe aakhir kaar ve actresses hein unhe acting karne ki kala hein isliye ve kalaakar hein...unki glamour, fun loving on camera,videos, interviews ki duniya mein mat jaake unko apna role model manane logo.
Kyuki many(not all) celeb working actresses in today's time can understand only one thing voh hein..
Money 💰 Money 💰, Money 💰 Money 💰 Money 💰 Paisa...
The casting Couch Is an open reality in today's indian cinemas work culture...A new normal which many girls easily find accepting...just to be on tv, cinema, or so called now OTTs. Cinema ke madhyam bade hein toh yein one night stand culture bhi kaafi open aur new normal ab ban chuka hein aajkal ke industry ka. Phir chaiye is baat ko koi maane na maane..Sachai yahi hein aajkal ki daur ki, shortcut mein har ladaki success, paisa apni zindagi bade tezzi se pane ke chakkar mein apni aatma tak ka sauda kar baithati hein.. uske liye har raat har naye mard ke sona mein koi aapatti nahi, usse toh bas paisa, aur paisa aur glamour chaiye!-
Ek achi shaadi aadmi ki zindagi/aaye/vetan/maan samaan/izzat/dil ko sukhon deti hein...kuch Paisa kum ho par mere pass sabh kuch hein aaisa lagta hein...vahi ek kharaab rishta...
Ussi mard ko andar se thod deta hein...
Voh itni pidaa se gujarta hein jiski koi hadh nahi.... uske liye maano diniya tham si jaati hein, haat,pair dimag, dil kaam karna band kar dete hein...
Vah phir jab koi option hi na toh kalesh kam karne ke liye ek zinda laash ki tarah us rishte ko apne aakhari saas tak nibane ki koshish mein laga rehta hein..koi usse samajne wala nahi milta..ek mard ka divorce aaj ke time mein ek aur aurat ke pidaa se kai zyada hein,khas kar aajkal ke daur mein jaha, aaye din ham mardo ke rishton mein ho rahe kalesh dhoka, murder, ki news sunate rahate hein..
Ek pati ko aajke time mein the greatest surving man on earth ka khitaab kal ko koi de toh koi surprise nahi hoga!
Kyuki vakai mein apne Indian mardo ko salaam hein khaas kar un sharif mardo ko, jinko gaslighting ke Karan ghar,samaj mein jhuta badnaam hein..
Par koi usse sahi se samjhane ne liye raaji nahi...bas un mardo ki galti sirf itni hein ki unhe aurato ki tarah crocodile tears lane nahi aate kyuki vo ek Indian mard hein!!-
Jab hamare parvarish hone ya jaha hamari parvarish hui agar vaha ke mohol se hame zyada pyaar nahi milta aur sirf har dusare din ladai,jhagade hi dekt rahe hein toh, ham jab jeevan mein aage badhate hein toh vaha par bhi kaafi mushkilo ka samna karna padta hein...
Aur kyuki hamara sochne ka tarika, hamara swabhaav, hamare aav,bhav, hamari jaban itni theeki hoti hein vaha
Joh muh mein aaye vah bolne ki aadat nahi sudharati...
Ab aise mein insaan jab khud ko sudhaar ne bajaye hamesha blame dusaro par dalta rehta hein toh umarr bhar usse duniya ke kisi bhi rishte mein khusi nahi milti, phir chaiye vo rishta pati, patni ka ho yaa bhai behen ka ya gf/bf ka joh bhi aap kaho... Kyuki jab tak insaan realise karne ki yaa accept karne ki takat nahi hoti ya rishte khone ka Darr nahi hota vo insaan kabhi effort hi nahi daalega ya dalegi apna rishta bachane ke liye.
Vah hamesha dusaro ko galat aur khud ko sahi payega... duniya ko koi vakil, dost, behen, bhai agar chahe toh bhi is insaaan ki kabhi koi madad nahi kar payenge .
Kuch log apni akad, zid, apne dheet pan aur apne aapko sahi ke chakkar mein har rishta kharab kar batathe hein... extremely disturbing.. but sad reality of today's time!
-
Kabhi bhi yaad rakhna koi rishta apni man Mani karne se lambe samay tak nahi tikta...
Agar kisi ache/sache rishte ka agar luft utana chahate ho toh kabhi apni manmani zidd ko ek taraf rakh kar dekhna kisi aur ki baato ko thoda samaj kar dekhna...apne dil se rishton ko 100% dene ki ek baar phir koshish karna...agar tum asfal bhi ho jao toh koi gum nahi.. . par apni koshish kabhi mat chodna.. kyuki aapki sache dil se ki Hui koshish ek na din zarur rang layegi..
-
दुःख इस बात का नहीं की मेरा अपना यहां कोई नहीं,
बल्कि, दुःख इस बात का हैं कि,हम किसी को अपना बना ना सकें।।-
Zindagi Ke is mod par khada hu mein,
Jaha apna bhi paraya sa lagta hein,
Na chahakar par man kharab sa lagta hein, jana kaha hein pata nahi!
Par dost yaha bithaya ab har pal tanhaaan sa lagta hein...
-
Hame Zindagi ka dhynavad karna chaiye, hame itna kuch sikhane ke liye har pal, har din! So thank You Life!
Love U Zindagi.....-
कुछ पत्नियां बड़ी बतमीज़ होती हैं!
वो अपने शौहर से उम्मीद करती हैं कि,
उसका हर सपना उसका पति पूरा करना ही होंगा,
वरना वो उस बिचारे पति की सारी की सारी खुशियां
छीन लेगी! ना खुद चैन से जीएगी ना दूसरों को जीने देगी!!
-