Rukna kahi chah nhi meri
Bs duniya ka dastoor dekh leta hu
Aage bhadne ke liye jo h jruri
Use zindagi ka fitoor samaj leta hu
Aadat daal raha hu roj kuch behtar krne ki
Esliye kuch logo ka gurur bhi ab seh leta hu-
Mysteries are ... read more
Wakt bhara h samandar se
Khaali kese kru
Gehrayi me eske ab doobta hi rahu
Kbhi tehrna sikha nhi
Socha es paani se dur hu
Pr aaj doob rha hu me bhi
Ab kismat pr ya khudpr afsos kru-
Are kese mnau me azadi jb desh mera chittit h
Behene meri drr me h darindo ki dastak h
Are ye azadi kesi h jha aaj bhi dar ka mahol bna
Ghar me beti safe nhi ye kesa mera desh bna
Are bangal ho ya bangladesh hr jga bs darinde dikhte h
Kahi hindu ka narsanghar dikhta h
Kahi betiyo pr atyachaar dikhta h
Are kesa mera desh bna jha aaj bhi espr chuppi h
Candle march nikaal kr youth ko justice ki umeed dikhti h
Ab sme nhi es shanti ka
Ab aakrosh jruri h
Ab hathiyar uthalo beheno tum
Ye paap ki hi nagri h
Kat do darindo ko jinko ijjat nhi dikhti h
Tod do us sarkar ko jo beheno ki na ho ski
Ab jod lo bs eraade saare koi hatyara na bach paayega
Fir kisi behen pr aakh uthane waala jeevit na bach paayega
Dedo chetawani sarkar ko ki kuch din me nyay de
Wrna hr bhai kaal bhairav hoga hr behen me maa kaali h
Nyay hmare haathme hoga aur yhi antim chetavani h-
Ye raate tanha kr deti h
Taare toh hote h fir bhi akela kr deti h
Beth jaate h hum khaali zameen pr
Sach maano aasu se use bhi samandar kr deti h-
Aaj haal mera nya h
Ye khuaab bhi nya h
Safar ke samandar naap liye mene
Ab naav ka navik bhi nya h
Ab es raah ka shareek bhi nya h-
Aajao na aur na tadpaao
En hoto ki mehek ne pagal kiya h
Tere jism ki khushboo ne diwaana kiya h
Ab kyu ho dur mujhse paas toh aao jara
Hoto se apne madhhos toh bnao jara
Khawabo me dikhti ho har pal etna pagal kr hi diya toh
Aajao na aur na tapaao-
Khudko chupa liya sb se
Ye aadt purani h
Ab toh katal ki wo raat bhi anjaani h
Haa khoon ke daag nhi mite kapdo se mere
Pr wo etihaas bhi toh esi kalam ki nisaani h-
Baate kahi jaati h unko
Pr dhyan nhi hota
Khudke baare me wo raaj bya nhi hota
Are mjaak mjaak me tut jaati h hasi
Pr sach h hsna koi itifaak nhi hota-
Haa mn h mera fir us raat me jaane ka
Jb saath chaand 🌜dekha tha
Haa mn h mera fir us ujaale me aane ka
Jb suba ki pehli roshni me tumhe dekha tha
Haa mn h mera us ateet ko waaps laane ka
Jb saalo baad fir mera dil ❤️dhadak utha tha-
Aaj log dil ka haal btate h
Jis se pyaar h usko btate h
Dil khol kr kharcha bhi kr jaate h
Pr aaj ke din hmare bhai sahid huye
Ye kese bhul jaate h
Yaad kro wo din jb desh roya tha
Yaad kro us maa ko jisne beta khoya tha
Yaad kro un baccho ko jisne apna baap khoya tha
Yaad kro apni us behen ko jisne jivansathi khoya tha
Bhagwan unki aatam ko shanti de-