Zindagi ka safar tanha nahi kar na chahte thay
Par koi humsafar hi nahi mila-
I just wrote my own feeling
Mujhe kya khabar tha ki mera
Khusbakht lot ayega
Jise dur se dekh k khush hua karta tha
Kabhi uske karib bhi ho paunga-
βYeh saal bhi khatam hone ko hai
βHam is saal bhi ghar nahi ja sake
βZindagi mein bohut kuch karna tha
βHam apne zindagi se bhi har gaye
βYeh saal bhi khatam hone ko hai
βHam is saal bhi ghar nahi ja sake
βMaa yaad ati hai wo dost yaad ate hai
βJo chhod aya ghar is shahar kamane ko
βWo ghar yaad ata hai
βYeh saal bhi khatam hone ko hai
βHam is saal bhi ghar nahi ja sake-
πΊπππ πππππ πππ πππ ππππ πππ ππππππππ
πΈπππ, πΌπππππππ, πΉππ£ππππ πππ ππππ ππ πππππ ππππππππ
πΊ πππ-π-πππ ππππ πππππ πππ ππ πππ
πΊ ππππ ππ πππππ ππ πππ πππππππ πππ-
Faasle aise bhi honge
Yeh kabhi socha na ha
Saamne baitha tha mera
Aur woh mera na tha-
Badi mushkil se chhupaya hai koi dekh na le
Aankh mein ashk jo aaya hai
Koi dekh na le..
Tera mera koi rishta toh nhi hai lekin
Maine jo khwaab main dekha hai
Koi dekh na le..-
Shart lagi thi khushi ko
Ek lafz me likhne ki
Log kibaat dhundte reh gaye
Mene DOST likh diya...!!! β€β€β€-
Bhalehi tu mere naseeb me nah sahi
Teri tasveer dekh kar sabr kar lete hai
-
Zindagi ki yahi fitrat hai
Jise paya bhi nhi ussiko khone se darta hai
-