Roshni kam hogi,
Andhera hojaayega,
Aankhe band mat karna,
Bohot kuch naya nazar aayega!-
Mustafa Rangwala
42 Followers · 11 Following
Banjar zameen pe fir paudha lagaaya hai,
Dekhte hai kya mere maalik ne iss baar mera audha ... read more
Dekhte hai kya mere maalik ne iss baar mera audha ... read more
Joined 5 August 2018
10 AUG 2018 AT 19:46
10 AUG 2018 AT 17:38
Kar ke gandagi safaai ka gyaan de rahe hai,
Lada ke aapas me mohobbat ka paighaam de rahe hai,
Nafrate baat kar mazhab ka naam de rahe hai,
Samajh to aap gaye hi hoge hum kise shaitaan keh rahe hai?-
9 AUG 2018 AT 10:44
Haar maan le usse,
ab ladna bekaar hai,
Pehle aakho me darr tha,
ab junoon sawaar hai.-
7 AUG 2018 AT 13:43
Desh ka naam lekar talwaar chala rahe hai,
Ye laal panno me hame aman padha rahe hai.-
6 AUG 2018 AT 1:06
Jeene ka safar humne iss kadar aasan kiya hai,
Kinaara milne ke baad hi kashti ko aaram diya hai.
-
6 AUG 2018 AT 0:59
Chaddi se leke buddy tak,
Apni yaari ke kisse sunaaye jaayege agli sadi tak-