Aaj Udaas har rozedaar hai, Dil bhi ghamgeen hai, Aasmaan bhi hairaan hai.... Tez Dhoop-O-tapish ke badle Ae rozedaro tumahre liye khuda ne rakha inaam hai, Chaand-O-Suraj bhi aaj rozedaro ko karte salam hai, Wah ramadan wah teri ye gazab si rukhsati ko salam hai.... Tere jaane se aaj marhoom-O-maqtool,
Suraj wa chaand-O-aasmaan sab udaas hai...!
Alvida-alvida mah-E-Ramadan Alvida
-