Kuch faislon ka pachtawa hai
Kya iss ka koi madawa hai?
-
Chehre par chupey gum kon jaanta hai?
Dil mein darj takleef kon sunaata hai?
Bas ek khaamoshi ke aah hai
Tujhe ye daur tere rawwyun se jaanta hai-
Tu umeed kar, wo din aayega
Tere har masle ka hal mil jaayega
Tu dhundti hai khushiyan dusron mein
ek din khushiyun ka sailaab aayega
-
مسکرانے کے بہانے بہت ہیں
خوش رہنے کے زمانے چلے گئے
Muskurane k bahane bhut hain
khush rahne k zamaane chale gaye-
Masroofiyat k iss zamane ko chdkr
ye waqt hai uski bandagi ka
kitni laashien nazron se guzri
Koi bharosa nahi ye zindagi ka
Soch ne bhi kabhi nahi socha ye
koi kafn ka talbgaar, koi zamee ka
Jis ke the aakhri ayaam
janaza naseeb na hua khairkhuwa ka
Mukhtsar si baat ye hai
khauf na paala ab tak azaab ka
khudko kr shaamil is duniya me
Banda bhul gaya qhar khuda ka
_Muskaan_0407-
Nafrat, anaa, dushmani, bugaz
in sab bimariyon ki shifa
Quran hai
-
Abb nishane pr hai masjid-e-aqsa
kl babri ko haath lagya tha,
Imaan zinda hai palestinians ka
Haan tab muslmaan hindustaan me sogaya tha
-
Kuffar ke amaal se Allah gaafil nahi hai. Agar zaalimon ko saza milne me kuch der hoto ye mat samjho ke khuda in ki harkat se bekhabar hai.
yaad rakho inka chota bada kaam khyda se pushida nahi. Al'batta iss ki aadat nahi hai ke mujrim ko fauran pakad kar tabaah karde, Allah bade se bade zaalim ko mauhlat deta hai ke wo apne jraayim se baaz aaye.
Ya irtkaab jraayim me iss hadh par pahunch jaaye qanoni hasiyat se is ke must'haq saa hune me kisi ki tarah khifa baaqi na rahe...-