Duniya mai kami nikalna tabhi jab khud mai aachai ho ,
Mujhe galat kehna tabhi jab khud mai khub sachai ho ,
Kyu ki ab hisab "KARMA" nhi Muskan Verma daigi.-
Agr dard dena aashan tha toh ,
Dard sehna muskil kyu hua ?
Agr tumhara milna aashan tha toh ,
Tum se bichadna itna mushkil kyu hua?-
Jo hota hai aache ke liye hota hai yeh baat toh sab kehte hai ..
Par jo hota h woh dard kitna deta hai yeh koi nhi smjhta.-
Mere nakhare uthaoge kya ,
Mai naraj rahungi toh manaoge kya ...
Mujhe mujh jaisa chah paoge kya ,
Bolo mere tum humdard ban paoge kya ...-
"Kabhi kise ko itna jaruri mat banana ki us ke bina kuch jaruri na lage"
-
Samundar mai paani bahut tha ,
Par mujhe woh paani duba nhi paya .
Aap ki aankhon mai pyaar bahut tha ,
Par mujhe woh pyaar sudhar nhi paya .
-
Jaan ban ke bhi anjan hai ,
Fir bhi na jaane kyu pareshan hai .
Lagta hai rutha hua hai ,
Fir khud se kyu tuta hua hai .
Naraj hoge toh mana lungi ,
Fir tumhe apne mai he shawar lungi.
-
Labbo se baya kiya nhi jata ,
Aankho se sach chipaya nhi jata .
Dur tum se raha nhi jata ,
Fir bhi pyaar hum se jataya nhi jata .
-