Muskan Parashar  
34 Followers · 18 Following

Joined 1 December 2019


Joined 1 December 2019
20 AUG 2021 AT 10:50

Sau Baar kaha Dil se
Chal bhul bhi Ja usko
Har Baar kaha Dil ne
Tum dil se nahin kahate

-


15 AUG 2021 AT 4:24

Na wo Janna chahti hain
Aur na hi hum bta sakte hain
Ki sari raat kis dard se
Gujarte hain hum

-


15 AUG 2021 AT 4:16

Jo dekh rha Uske ander jo andekha hai
Wo Shayari hai,
Jo keh sakta tha vah keh chuka hun
Jo rah gaya hai vah shayari

-


3 AUG 2021 AT 0:05

Pyaar Ke nasa aur
Sharab ka nasa
Dono ek Jaise hi hai
Dono hi dheere dheere aapse aapki sase chin lete hai
Aur aap Kuchh nhi kr pate ho

-


2 AUG 2021 AT 23:32

Tm jo chati ho wahi kre gya
Hm tmse dur hi rha gya

-


29 JUL 2021 AT 9:36

Man to karta hai
Wo mere pass aaye
Apni god mein sulaya
Apne haath se mera sar saale
Aur mujhe gehri nind aa jaaye
Man to karta hai.........

-


1 JUL 2021 AT 1:01

Bhut muskil hota hai
Woh safar Jahan
Har pal taklif ki to guarantee hai
Par khushi ki koi guarantee nhi

-


1 JUL 2021 AT 0:55

Koi humen gira ke khus hai
Aur kisi ke aage hum gir ke khus hai

Aur kise na bhut shi kaha hai
Pyar mein Sauda nahin

Ek time tha jab usne humpe
Apni jaan lutai thi aur humne kadar nahin kiya tha
Ab humen apna sb kuchh lutana hai
Wo kadar kre na kre ye uski marji

-


30 JUN 2021 AT 0:49

Koi mujhse pyaar kar
Is kabil to nahi mai..
Bs ab Jisko dukh Diya hai
Uski mafi ka kabil Ban jaaun

-


25 JUN 2021 AT 22:26

Kisine mujhse pucha, 'kaise ho tum?'
Maine kaha –
'Haste bahut hain,
Muskurate kam hain..
'Ab rote nahin hain,
Bs Aankhen naam hai..
'Sawal bahut hai is jindagi se,
Jawab nahi koi..
'Shor to bahut hai,
Par dil tk pahunchne wali awaaz nahi koi..

-


Fetching Muskan Parashar Quotes