Kisi se pyaar Krna kya
itna asaan hota hai
Man usi ko dekhne ke
liye paresaan hota hai
Najre na chahte huye
bhi usi pe tikti h
Bheed mein bhi tanhaiyan bikti h
Kyu kisi se pyar besumaar hota hai
Isse bachte bachte bhi
kyu aankhon se ijhaar hota hai— % &-
Akeli raat bolti
bahut kuch hai ,
Pr sun wahi sakta h
Jo khud duniya se dur
Aur akela ho-
Guru wo hai jo Gyan De,
Chahe Chhota ho ya
Bada Sabko Samman de ,
Guru wo hai jo andhere
Mein Roshni kar de.
Rote Hue Insan ko ,
Muskurana Sikha De.
Guru wo hai jo Khud ,
Nadi Mein Khada rahakar
vyakti ko Bhav Sagar
Paar Kara De.
Guru Vashishth ho ya
Valmiki Ji ya koi aur ,
Saccha Guru wo hai jo
Samanya Insan ko
Insan banaa kar
Bhagwan Se Mila.-
Dil ke dard ko chhupana
kitna muskil hai
Toot kar phir muskurana
Kitna muskil hai
Kisi ke sath door Tak
Jakar to dekho
Akele laut kar aana
Kitna muskil hai
-
Kuch khoya nhi kuch paya nhi
Kuch toda nhi kuch jlaya nhi
Kagaj aur Kalam se dosti kr li
Kyunki apna dard kisi ko btaya nhi-
यूं ही छोटी सी एक बात पर
तालुकात पुराने कुछ यूं बिगड़ गए
मुद्दा यह था कि "सही "क्या है
और वो सही "कौन" पर उलझ गए-
लोग मुझसे कहते हैं
कि तुम बदल गए हो
अब टूटे हुए पत्ते
रंग भी ना बदले-
सही दिशा और सही समय
का ज्ञान ना हो तो
उगता हुआ सूरज भी
डूबता हुआ दिखाई देता है-
Najarandaaj karne ka
bahut shauk thaUhne
Humne bhi tohphe me unko
unhi ka shauk de diya-