Muskan Arora   (Muskan)
6 Followers · 7 Following

Love is the panacea to all pains...
Joined 4 April 2020


Love is the panacea to all pains...
Joined 4 April 2020
10 MAY 2021 AT 21:28

Tainu rokna chaheya, fir v tu rukya na,
Tainu bhulna chaheya, par dil bhul sakeya na,
Koshish kiti btheri ki tainu nafrat kar pavan,
Par pyaar ena c, ki nafrat dil chun sakeya na..

Likhna mera shonk nahi, par ehi ik tareeka hai tainu dil di gal sunaon da,
Meri har gal lagge mehna tainu, tainu shonk hai mainu galat dhehraun da,
Mann laini a galti har vaar meri hi hundi hai,
Par haq mainu v hai, apni beksoori da saboot dkhaaun da...

-


13 APR 2021 AT 8:56

Tere Haath Mein mera haath hona tha,
Teri Yaad Mein mujhe dil khol ke rona tha,
Saath hone ke humne khwaab to dekh liye,
Par kya pata tha, maine tujhe paakar bhi khona tha....

-


21 MAR 2021 AT 19:22

Gairon se kya shiqait karun,
Ghaao to apne bahut de rahe hain,
Us rabb ki kya ibadat karun,
Jiske bande yahan ro rahe hain.

Ladna mushkil nahi mere liye,
Par apnon ke liye kya alfaaz kahun,
Bepanah mohabbat ki thi jin logon se,
Ab unki berehmi din raat sahun...

-


21 FEB 2021 AT 22:12

Pyaar tha, tabhi saath hain, yeh soch main muskura rahi thi,
Parvaah hai, tabhi baat hai, yeh khud ko bataa rahi thi,
Lagta tha tum bhi utna ahem samajhte ho mujhe,
Lekin pata chala, yeh ek tarfa rishta, sirf main hi nibhaa rahi thi....

-


22 JAN 2021 AT 14:25

Is dard ka koi ilaaj nahi hai,
Kisi se baat karun, aisa mera mijaaz nahi hai,
Yeh karvaan kab se chala aa raha hai,
Yeh manzil hai meri, koi agaaz nahi hai...

-


31 DEC 2020 AT 21:27

Dil dukhaana logon ka naya kaam ban gya hai,
Apni galti doosron pe daalna dastaan ban gya hai,
Kisi ke liye kar jaayo chahe Saari hadein paar,
Lekin tumahra har behta aansoo, aaj kisi ki muskaan bann gya hai......

-


30 DEC 2020 AT 14:54

Making a girl feel bad about herself doesn't make you a hero,
By rubbing salt into her wounds, you turn into a complete zero,
Your fun may indirectly push her towards an anxiety phase,
So, please stop traumatising her, if you can't say a few words of praise...

-


23 DEC 2020 AT 18:56

The worst feeling is the feeling of being alone,
The reasons may forever be unknown,
The more you try to ignore these feelings,
The more you enter into that anxiety zone.

People do come and people do leave,
What remains with you is what you achieve,
People may be bad, people may be good,
It all depends on how you perceive...


-


18 DEC 2020 AT 21:48

Jo dil darta tha kisi se baat karne se bhi,
Aaj vo tumahri aankhon mein kho gaya hai,
Yahan ek baar ka Pyaar mukkamal nahi hota,
Mujhe to tumse doosri baar ho gaya hai...

-


7 DEC 2020 AT 21:21

Tujhe chaha maine be-panah hai,
Tu ab mujhe dikhta har jagah hai
Kyun tumse hi baat karne ko mann karta rehta hai mera,
Is kashma-kash ki btaado tum, kya wajah hai...

-


Fetching Muskan Arora Quotes