Teri yaad aa rahi..
Itni aa rahi
Aur
Kitni aa rahi
Ye tu nahi janta...
Roii mai
Bohott roii
Par sirf aur sirf tere liye..
Sochti hu kaash tu hota..
Meri baatein sunta..
Par gum iss baat ka hai ki tu nahi hai...
Haa !!
Tu hai..
Mere dil mai...
par tujhse baatein karne ko dil bhi tarasta hai..
Pehle toh ek din baat nahi kiya..
Ek din...
Nah nah nah..!!!
Ek ghante bhi baat nahi kiya,
Toh dono ka tha...
Hmm bohott busy ho gye ho...
Par ab dekho sali zindagi busy ho gayi hai...!!!
-