وہ کہتی ہے ۔۔۔۔
جن کا حق ہی نہ ہو اپنے وجود پر بھی
وہ خواہشوں کی طلب کیا کرے
میں کہتی ہوں۔۔۔۔۔
دعاؤں سے ہے لا حاصل بھی حاصل
حتٰی کہ ارادوں میں اگر خلوص ہی نہ ہو
تو پھر اثر کیا کرے-
Dil-e-kaifiyat bhi badi ajib shay h..!!!
Log isey smjh nhi skte
Or hm isey smjha nhi skte
دلِ کیفیت بھی بڑی عجیب شے ہے۔۔۔۔!!!!!
لوگ اسے سمجھ نہیں سکتے
اور ہم اسے سمجھا نہیں سکتے-
کچھ یوں ہی اُلجھے ہے اپنی تقریروں میں آئے خدا
ایک شہر سکوں کا مجھے بھی میسر کرنا-
People can hide their apparent
From anyone
But cannot from Allah
Allah is the only ,
who knows every move of people
So ,be the honest in front of Allah
Before being the honest
with any one else-
Logon ke falsafe daur-e- sama ko jb se jana
Fr khud ko mahdood hr ahsaas se kr dala
Wo puchte h meri khamoshi ka sabab mujhse
Maine zamane ki behis or apno ki talkhiyan bta dala
Hota nhi koi bhi mukhlis iss aarzi jaha me
Har Bashar ne apni apni yaha rangat dikha dala
Har lahje se wakif har rawaiyon ka ilm tha musarrat
Fr bhi aajzi se hr manzar ko darguzar kr dala
-
Ye logon ki bheed ne
aksr tanhayi ka ahsas dilaya
Jinhe apna tha mana
un sb ne is dil ko rulaya
Bojh lgta h katna ye zindagi bhi ab
Jis jung me rhe shamil hm
usey meri ummidon ne haraya-
The expectations of life is...!!!!!
ki mere apno se mujhe
pyar mile ,
himmat mile ,
hausla afzai mile
But the reality is...!!!!!
Sb k lye sb kuch krne k baad bhi
Hmesha be-aitemadi mili,
be- rukhi mili ,
be-zari mili
-
Sawal to bahut h , pr jawab kuch bhi nahi
Mushkilein hazaron h khadi ,aasaniyon ka pta nhi
Chhin gyi ho jaise nishaat-e- zindagi
Har chehre pe banawat h ,khush mizaj koi nhi
Umr yuhi guzar Rahi h apni raftar me
Sapne hazaron the jo buney
Haqeeqat-e-paidaar kuch bhi nhi
-