Kareeb aakar hume tum pyaase hi chod gaye,
Nadi ke talaash mein tum samundar se rukh mod gaye.-
मंज़िल की तलाश में।
मगर राह गुमनाम हैं
बिलकुल तुम्हारी तरह।
तुम्हारी बाहों की गर्मी और होठों की नर्मी
हमे इस कदर भा गयी,
के न जाने कब इस बेजान से जिस्म में जान सी आ गयी।-
Tehzeeb ke sooli par chadh raha pyaar hai,
Ab bhi insaanon ke beech mazhab ki dewaar hai,
Gunaah-e-ishq toh sazaa bhi manzoor hai,
Qafan odhe na jaane kayin beqasoor hai.-
अब यकीन सा हो गया हैं कि
सच्चा प्यार सिर्फ अफसानों में होता हैं
और फ़रिश्ते सिर्फ आज़ानों में।-
Na himmat thi na hidayat thi,
Tabhi toh tujhe murshid-e-kamil maana tha.-
हर मर्तबा दुआयों में तुझे मांगा करती थी,
अब हर मर्तबा तुझे भूलने की दुआ करती हूँ।-
Kuch baatein tumne adhoori chodi thi aur kuch maine,
Kuch waadein tumne todi thi aur kuch maine,
Magar waqt ka yeh khel dekho
Waqt hai, baatein hai, adhoore waadein hai par tum hi nahi ho.-
Tum humare jitne the,
Kya hum bhi tumhare utne the ?
Sach kaho, khair mat kaho
Hume pata hai hum kitne the.-