♡Bachpan♡
Kahan kho gai jane vo masoomiyat jo har dil moh liya karti thi...
Zara samajhdaar kya hue log pyaar k badle umeede karne lage...
Halki barisho me vo kagaz naav aksar dub jaya karti thi...
Jane kyu bachpan guzra jo maa-papa bhi humara sahara na rahe...
Jane kahan khoyi hai maa ki vo thapkiyan jo mujhe kabhi chain ki nind sulaya karti thi....
Jane kyu vo vakt guzra jo khoye hue ab hum hi rehne lage...
Ungli thame papa ki humne dekhi thi ye duniya kabhi,,do kadam chalna kya sikha...sath hi chut gaya pal bhar me...-
Musafir
(_j@@n!)
86 Followers · 33 Following
Manzil ki talash me nikla mehez ek musafir hun me..
Hatho ki lakiro se zada apni mehnat pe... read more
Hatho ki lakiro se zada apni mehnat pe... read more
Joined 11 October 2020
5 AUG 2022 AT 12:03
28 MAY 2022 AT 0:14
Khushiyo ki Khwahish ab rahi kahan
Chaya ghana ye saya gumo ka hai
Umra to yunhi hi badnaam hai
Khel to sara vakt aur halat ka hai-
23 JAN 2022 AT 21:55
"Pain" only have a starting point,, it never ends...it's the time which makes you to get use to the pain.
-