MuSAfiR 88   (_musafir_88)
47 Followers · 1 Following

🏃Hum_deewano_ki_kya_hasti_hai_aaj_yaha_kal_waha_chale....🚶🚶😊."MuSAfiR"🚶👤👣
Joined 19 April 2020


🏃Hum_deewano_ki_kya_hasti_hai_aaj_yaha_kal_waha_chale....🚶🚶😊."MuSAfiR"🚶👤👣
Joined 19 April 2020
12 JAN 2023 AT 14:09

Yaad kitni khubsurat hoti hai,
Dil me dard aur aankhon me nami hoti hai,
Aur bar bar ek hi shakhs ko yaad karna,
Ye aadat nahi ye to laat hoti hai.

-


23 NOV 2021 AT 15:40

Yu bejuban bane rahoge kab tak,
Tum ye Mazak karoge kab tak,
Ha mana mai chup hu humesha ki tarah,
Tum dil todna band kroge kab tak.

-


16 SEP 2021 AT 13:15

Yun hi bewajah ilzam liye baitha hu,
Mai apni zindgi ko nilam kiye baitha hu,
Ek umar yu hi guzar gyi ghar ki talash me,
Ab kisi or ke ghar me kirayedar huye baitha hu.

-


10 SEP 2021 AT 22:13

Tera Ishq mujhme Samata ja rha hai,
Mai kya karu Deewana bnata ja rha hai,
Ab mai tujhse dur rahu kse,
Ek tu hi hai jiske sahare ab jiya ja rha hai.

-


9 SEP 2021 AT 20:35

Tumhare hone se mera har
kaam ho jata hai,
Mai beshak na mangu par tu
sab kuchh de jata hai,
Aur mai jab bhi hun musibat me,
To mere Ram mujhe bas tuhi
sahara nazar aata hai.

_musafir_88

❤️ Jai shree Ram❤️

-


2 SEP 2021 AT 21:13

Mera har lafz tumko chubhne laga hai ab,
Mai to tumhara tha tumhe kya ho gya hai ab,
Ye nafrat kisi aur ke aajane se hai,
Ya mujhse maan bhar gya hai tumhara ab.

-


8 AUG 2021 AT 16:36

Meri aksar khud se ye baat hoti hai,
Logo ko mujhse kyu narazgi rehti hai,
Najane kab tak mai khud ko sambhal paunga,
Waise to roz maut se mulakat hoti hai.

-


6 AUG 2021 AT 13:48

Meri khamoshi ko tum pehchante ho kya,
Kaha to har bar hai par tum mujhe
apna mante ho kya,
Haq jatane ki galti to kar baithe tum,
Ye btao tum mujhe abhi achhe se jante ho kya.

-


6 AUG 2021 AT 13:28

Mere dushman hazaron me
hain aaj kal,
Mai badal gya hu ye baat fizaon
me hai aaj kal.

-


30 JUL 2021 AT 11:03

Wo tumhe hansata hai kya,
Bat bat par tumhe mnata hai kya,
Jab tumhe meri yaad aati hai,
Wo tumhe chup krata hai kya,

Apna har raz wo tumhe btata hai kya,
Tumhe sense se lga khud bhi ro jata hai kya,
Tumhe jab neend na aaye,
To meri tarah gana sunata hai kya,
Jab tumhe meri yaad aati hai,
Wo tumhe chup krata hai kya,

-


Fetching MuSAfiR 88 Quotes