Sukhi hui dhara askhon ki hai agar.
Kuch to nishaan chehre par dhone se jayenge.-
Waqt ke saath purani ,mohabbat ho jaye.
Wo lamhein yadon ke dhund mein kho jaye..
Phir use taaza kiye jaane ki soorat kya hai.
Yaadon ki mala banakar use koi piro jaye.
Phulon ki sej par ho makmali takya jaise.
Mere pehlu mein sar rakh ke woh so jaye.
Ek ehsaas hai haqeeqat mein mumkin hi nahin.
Dil yeh chahta hai jo nahin hoga wo ho jaye.
Sahil ki ret par taqdeer meri hai likkhi.
Mouj kab jane kese aake use dho jaye.-
Nibhaee jaye MOHABBAT nahin ZAROORAT hai.
Maashre se alag nahin hone ki ek
SOORAT hai.
Roz deti dard,aziaatein musibatein
Jane kitni.
Zara sukoon mile to kahe ZINDAGI KHOOBSURAT hai.-
HATE NO CRIME IF DO WITH SMILE.
JUDICIAL SYSTEM SEE KASHMIR FILE.
RIOTS NOW TERMED AS NON ISSUE.
LAWS CAN BREAK AS ITS FRAGILE .
BHAKT ARE ALL DEVOID OF PAIN.
FUEL PRICE HIKE AS ITS AGILE.
SELL ALL ASSETS TO AD-AMB-ANI.
LET THE BURDEN ON US GETS PILE.
LIES IF SPOKEN THOUSANDS TIMES.
MITRON ITS TRUE,ITS MY STYLE.-
IF MARRIAGES ARE MADE IN HEAVEN.
The mascot most suitable is raven.
IF LOVE IS LOVE ONLY AT FIRST SIGHT.
Then second chance would be bright.
IF FRUIT OF LOVE IS TO HAVE KIDS.
then shopping in mall must have bids.
If serendipity thy name is woman.
Fortunately but unfortunate is man.-
Chahe to mere dard par haste rahen yun log.
Hargiz na mujhe aae hansi kisi ke bhi dard par.-
Chahe to mere dard par haste rahen yun log.
Hargiz na mujhe aae hansi kisi ke bhi dard par.-
Waqt badla mein na badla
Mein hi peeche rah gaya.
Uthgaya,मन halka jo tha
Jism hi neeche rah gaya.-
Tarqash me mein DUAON ke teer o tabar liye.
Jung-ju jo mein nikla hun fatehyaab rahunga .
Tarqash -arrow holder
Tabar - hatchets
Jung ju- on war path-
Tera jawab hai mere khat ka jawab na dena.
Phir bhi dil chahta hai koi to jawab tu de.-