Wo samajh sake na meri Shaan aaj tak.
Nakaam koshisho mein hue badnam aaj tak.
Zikr Chalta Hai Jahan Mera Ho jaate Hai barham.
Honto pe unke Larazta mera naam aaj tak.
-Shaukat Ali Punvi-
Koi ghar se Beghar hai
To koi Ghar se hi pareshan huye baitha hai.
Kahin khane ki tangi hai.
Aur koi naye pakwaan liye baitha hai.
Zarurat Mando ko milta nhi.
Aur koi hote huyi bhi sarkari saman liye baitha hai.
Koi bimari se pareshan hai.
To koi mouke par rajneeti karne baitha hai.
Ae khuda kya hoga tere bando kaa.
Jo iss waqt bhi apna faida ya nuksaan liye baitha hai.-
Ungli uthane ka amal apno se ayan hota hai.
Fir bhadakte hue gairon se bayan hota Hai.
-Shaukat Ali Punvi-
Kash........
Khuda ne bhi dil...
Aise ke banaye hote.
Tod ne wale ke...
Haatho me.....
Zakham to aaye hote..-
Iss safar mein neend aisi kho gai, Hum na soye
Par
raat thak kar so gai..-
Sis:- you know what 😊😌
Me:- What?🙄
Sis:- Love is in the air.😍❤️
Me:- Corona chal raha hai phele mask😷 pahan le bhen
😂😂😂-
Doston aaj kal har insan apny haath mein mobile liye apni kismat likhne pe tula hai....
Ab humein kon samjhaye...
Ke duniya mein koi bhi mobile aisa nhi hai jis pe apni kismat ko Google kiya jasakta ho....
Kismat sawarne ke liye khud say jude rishtoon ko sawarna padta hai......
Khud se jude rishtoon ko nibhana padta hai aur yeh baat to sabhi jante hai ki...
-