ā ļø
Ek middle class ldka hu ek beta hu ek bhai hu maa baap ki budape ki lathi hu
Kya tumne kabhi socha??-
.Negativity is good for me.
Maaš«
Fareib ki duniyaa... read more
ā ļø
Tumhare pyaar ki barish mein mera nakab utar jata hai jo roop dikhata hoon duniya ko wo sab dhul jata hai...-
ā ļø
Wo manjar yaad hai tumko,
jahan na thikana,
hota tha na hi manjil...
Bas lamba rasta hotaa tha..
Aur humein bas kadam se kadam
Milakar chalna hota tha....-
Udaan uchii bharni hai
Kadmo se keh deta hu bas jameen na chodna-
ā ļø
Ashiqon ki mehfil mein,
farebi nhi aaya karte....
Jinko raah bhi kis aur ke chalne se mile
Wo manjil nhi socha karte
-
ā ļø
Ye barish sbko yun hi nhi bhati...
Kamoshi ho tbhi yeh shor macha deti hai
Aur jahan aag lagi ho usko bhi yeh bhuja deti hai
Jahan saare itro ki khushbu mand ho
Yeh mitti mein milkar sugand bna deti h
Iski boond- boond
Talab ko bhi samadar bna deti hai
Yeh barish hai har choti si ummid ko
Adhar bna deti hai ........
-
ā ļø
Zindagi kaaton se nikalkar fool mein sajayi hai maa tune
Manjil agar humne dekhi hai to raah btayi hai maa tune..
Saaya bhi andhere mein saath chod deta hai
Par andhkar mein bhi zindagi khushaal bnayi hai maa tune...
Ek sarir hazaro jimmedari....
Dard mein bhi uff... Tk nhi
Ashuon mein jeekar
Har nakamyabi kamyab bnayi hai maa tune....
ek bhi aarjoo nahi hai seene mein....
Jo maanga hai wo maa diya hai tune
Iqraar har jhooth ka ho jata hai maa tujhse
Na jane kyu par sach chupaya nahi jata tujhse-
ā ļø
Koi nhi chahta ki hum akele rahein tbhi to tanhayi ko bhej diya humare paas....-
ā ļø
Andheri raatein humdard ban gyi hain
Likhna meri mohobbat aur jakhma meri shyahi ban gaye hain-