Unn zakhmo ko naa cherdo Janab,,, Jisko namak ki mehak bhi dard hota hai— % &
-
Mr Alpha
(Alfaz'e'Ali)
18 Followers · 17 Following
Joined 13 April 2019
30 JAN 2022 AT 0:27
18 JAN 2022 AT 13:42
Lafzo ke jaal or Mohabbat ke Fareb se Jab insan nikalta hai Toh
Yah toh Shayar 📃 Banta hai yah phir Sharabi. 🍷-
9 JAN 2022 AT 9:57
Mohabbat toh nighahon ki pakizi me hona chahiye, Alfazo me aksar fareb ki milawat hoti hai...
-
9 JAN 2022 AT 9:53
Zindagi itni muyassar rakho , jab tumhara janaza bhi guzre toh log kahe , Hoga koi nek insan Rabb se milna jaraha hai ...
Alfaz'e'Ali-
5 JUL 2021 AT 12:20
“Bas yahi soch kar jayada shikwa nahi kiya maine,
Har koi apni jagah sahi hota hai.”-
2 MAY 2021 AT 23:07
Rab ne Zindagi Aasan kardi ,
Per humne khawaishat se zindagi ko muskil banaliya...-
30 APR 2021 AT 23:26
Gaaltiyaa toh sab hi dhunte hai ,,,
Sath nibhane wale sirf Khubiyon pe Nazar rakhte hai ...-
30 APR 2021 AT 23:22
Sawal yeh nhi hai ke Bastiyaan kisne jaalaii !!!
Sawal yeh hai ek Pagal ke Haath me Machiss kisne di ???-