मैंने इंतज़ार को अपना घर बना लिया,
तन्हाई को यार, अकेलेपन को महफ़िल और
सफ़र को अपना हमदम बना लिया ।।-
यह इंतज़ार हैं या फ़ितूर हैं
आने वाली कोई बहार हैं
कहा से चलेगी, कहा थमेगी,
बेसब्र मन का यह सवाल हैं
तू दौड़ती धूप होगी या शीतल छाया,
ढलते दिन को कहा यह इख़्तियार हैं,
पिघलते नीलम सा समा या मोहब्बत वाला सुकून हैं
या अमिट एक गहरें रंग का करार हैं,
सोचू तो इंतज़ार हैं, फ़ितूर हैं,
या सच में आनेवाली कोई बहार हैं ||-
Zidd teri, tujhe aage leke jayegi,
Tere liye, savera naya dhoondh layegi,
Tu ladkhadayega girega magar,
Shikhar ki aag tera rasta ban jayegi !-
Aye zindagi teri saugaton ko apne nazariye se dekha hain,
Tu har pal, ek naya panna, nayi kahani, naye kitaab si lagti hain,
Masroof rakhti hain, apne chadte aur dhalte daavpenchon mein hume,
Gham, Khushi, Aasha aur Nirasha,
Har rang mein, tu bas bemisaal lagti hain !-
साँसें साँसों की तरह चलती थी तो ये ग़ुमा था की ज़िंदा हूँ मैं,
अब साँसें चलती तो है पर महसूस नहीं होती, मानो जैसे हवा हो गई ॥-
Aksar kuch logo se milkar lagta hain ki woh kitne tanha hain,
Jabhi milte hain bas apni hi baat karte hain !-
Sochti hoon, mohabbat bhi kitni ajeeb cheez hain,
Milti hain toh yeh duniya hasin ho jaati hain,
Aur chinti hain toh isi duniya mein tabahi aa jaati hain !-
Mat kar koshish yun tanha rehne ki,
Manzile aksar kho jaati hain bina humsafar ke…!-
Tujhse mohabbat kar bhi lete,
Tu mere dil ka sukoon jo hota
Pura na sahi bas halka sa
Mujhe teri mohabbat pe guroor jo hota.-