Waadiya in pahaadon ki mere
Aapke Ganga ke kinaaro se yun mili
Maano Sangam ko paana chahti ho
Maano Dur hote huye aapka hi hona chahti ho
-
With a hope,
That this ink may colour the reader's min... read more
मीत हमारा कोई मिला नहीं,
गीत बुने है लाखो,किसी ने सुना नहीं
अच्छा हुआ ऊपरवाला ने अपने हाथों कमान रखी है
वरना इंसानों ने मुझे बदनाम और बेहया कर देने में
बिना हिचके और फिसले हमें हमारा छोड़ा नहीं-
Yun hi jhuthe kisse bane hai
Ke aap jb dukhi ho
Tb koi aapko sehla dega
Wo ulta apko nakam samjhkar
Darwaze se bhaga dega
-
Eid Mubarak sab kehte hain
Chaliye kuch sachi baatein bataye
Ye jo kal najane kyu
Ek dusre ko social media pr jalaye
Aaj kripa kar ke
gale lagane ka dhong na dikhaye
Agar qabool hain to insaan ko
Insaniyat k saath hi apnaye
Warna dost khke peeth peeche "muslim hai"
Ka ganda saleeka na apnaye
Majhab to nahi sikhata aapas me bair rakhna
Sab jaante hai
Sahi maayne me ise apnaye
Raajneeti ke gande chhiton se apne dharm ko bachaye!
Apne dharm ko bachaye!
-
May I breath hazardously
Think breathlessly
Beneath the parameter
Of this red forest
Where wine is whole
Behind the door
Of secrets,
May I unlock
The flood gate of my breaths
Entangled in the memory of yours-
Aazad kar mujhko
Aabad to mai hu
Tere saath mai nhi
Pr tu mere saath
Mujhe dikhe hai kyu
Meri boli mai tu nhi
Pr mujhse akele man hi man me
Baat kare hai kyu
Tu dur ho ja
Khafa to mai hu
Bina mere marzi ke
Mere dil me baitha hai kyu-
Inhe kaam bhi chahiye
Inaam bhi chahiye
Saath hi saath aapko
Kamchor saabit krne ka
Imaan bhi chahiye
Chukna nhi phir bhi aap
Apne aap ko kaamil banane me
Inki khubsurati aur imaan me
Apni kabiliyat se chaar chaand lagane me-
कामयाब खुद होते हुए भी
उसे दूसरों की कामयाबी को सह पाना
मुश्किल था
ना जाने कौन से वेदों को
वह अधूरा जान चुका था
की उसे एक गुलाम और नारी
में फर्क जानना तक
मुश्किल था
सोशल मीडिया पर जो
नारी के मन का राजा बन चुका था
उसे पास से देखने पर
अपनाना मुश्किल था-