Har sikke ke do pehlu hote h aise hi humhri zindagi m do rishte hote h ek maa aur baap.
Maa vo hoti h Jo apni khushiyo se jayda baccho ki khushi mai khush hoti h aur ek baap vo hota h Jo baccho ki zarrurato ko pura karne ke liye apni zarrurate bhul jata hai.-
Kuch aam baate jo bhut khaas hoti h, kuch aisi baate Jo dil Ke bhut pass hoti h, kuch log humhre Dil Ke itne pass hote h, jinhe hum dur ni Jane dena chahte, par na Jane Ku zindagi unhi ko Humse dur le jati hai.
-
Aae zindagi tujhe kya naam du
Tu kya kar kr jati h
Ek pal m khushi to ek pal m udaas kar jati h
Aae zidagi tujhe kya naam du
Ek pal jeena sikhati h to ek pal marna bhi tu hi sikhati h
Kbhi kbhi zindagi m haarna aur kbhi kbhi jeetna bhi tu hi sikha deti h
Aae zindagi tujhe kya naam du tu kya sikhati h
Kbhi apno se alg to kbhi apno ke pss bulati h
Aae zindagi tujhe kya naam du tu kya kar jati h-
Choti choti baato ko dil se na lagya kar,
Jo bhi dil m ho vo kar jaya kar,
Itna na rok khud ko jo maan me h use kr jaya kr,
Kehte h na zindgi bhut mushkil se milti h to usko has kar jee jaya kar,
Kbhi rok na khud ko jo mn me aaye kar jaya kr
Mushkil jb bhi aaye us has kar tal jaya kr...-
Likhne jo beithe apke liye to jana ...baya ni kr paye vo saar ap ho ,koi mjhse jo puche humhri zidngi ke aadhar ap ho,apne kitni mushkil se hume pala h, apne hisse ka nivala bhi hume khialya h,khud puri puri raat jaag kr hume apni godh m sulaya h,humhri zrrurte puri krne ke liye, apni zrrurto ko mara h ,apne humko ye duniya dikhai h aur is mushkil duniya se ladna bhi sikhya h, koi sth ho ya na humhre, humesha sth rehne ka ehsaas dilya h, m is duniya m jee saku apne mjhe is kabil banaya h, kuki ap dono ne hi mjhe kalam aur kadam se kadam chlana sikhya h...
-
Saal badal gya par wqt ni, log badal gye pr unka nazirya ni,yu to desh badal rha h par desh ke log ni, yaado ki kitaab m naye panne jud rhe h, maan m khyal bhi kuch sapne bun rhe h , aashao aur vishwas ke sth hum badh rhe h, manzil pane ki chah m hum chl rhe h, jeevan ko safal banane m hum mehant kr rhe h, naye vicharo ki umeed ke sth purane saal ko alvida aur naye saal swaagat kr rhe h❤
-
khud ko tod ke vo hume pura krti h, hum badte hue paudha wo humri dharti h, kuch ho na jaye hume humsha wo darti hai, khud ki chod kr humre liye dua krti hai, kaise m btau maa ap kitni khass ho, kitni bhi dur ho par humsha dil ke pass ho, dard hone par ap mera pehla ehsas ho, kaise btau maa ap kitni khass ho.
-
Maa m apki aansh apki parchai hu, apki hi wjh se m is duniya m aayi hu, ap humhra aur hum apka ehsaas h, ap awaj to do maa hum sb apke pss h, puri puri raat jaag kr tbyt ka khyl krna, raat ka khaana na khane m apka sawal krna, khud se jyda m tujhe pau, khash maa m apki jaisi bn jau.
Darti hu maa us din se jb apse m dur ho jaungi, Fir na kbhi apni choti choti shataniyo se apko staungi, yaad to Apki bhut ayegi kbhi kbhi milne aungi or firse apki godh m sar rakh kr so jaungi, bachpan se lekr ab tak ki sari baate apko yaad kraugi, jaate jaate apko gale bhi lagaungi par maa apne jo kia mere liye m vo apke liye kaise kar paungi.-
Ek chota sa sabdh h maaa...
Lekin is sabdh m hi puri duniya samai h, ek maa hi hoti h jinhone hum pr khushiyaan lutai h, sunte h ki maa ki har ek dua puri hoti h, sach hi to h bhagwan ki koi baat kbhi adhuri hoti h, ek maa hi hoti h jo apne bccho ko dil se lga kr rkhti h, vo maa hi hoti h jo apni khushiya kho kr bccho ko farmaaish puri krti h, saya bankr humesha sth chlti h, be-wqt har wqt hum sbka khyal rkhti h, apni duao m maa hum sbka zikr krti h, kch bhi ho jaye ap humri fikar karti hai, Chahti hu m bhi ki m apke liye apki jaisi hi ho jau or kbi kch acha na lge mujhe to apki godh m sar rakh kr so jau, Har dukh or sukh mai sbse phle yaad ap aati ho, bhgwan k aage meri sbse pehli fariyaad ap ho, bina kch bole fir b jtati pyar ap hai, maa meri sabse pehli yaar ap hai❤️-
Hoti h paraye ghr ki pr hoti h mayake ki shaan, h to vo bhiya ki biwi, pr hoti h bhai ki jaan, h to vo humhri bhabhi pr hoti h vo khushiyo ki chabhi, h to vo rishte m badi pr hoti h vo nand ki akeli saheli, h to vo ghr ki bahu pr hoti h sasu maa ki beti.
-