Shak Insan Ke Dil Ke Noor Ko
Bhuja Deta Hai
~Hazrath Imam Ali Ul Murtuza Rz
-
Har shakhs Andar Se Khatam Ho Raha Hai Kisi Ne Pictures Leni Chhor Di
Kisi Ne Kapdo Ka Shauk Chhor Diya
Kisi Ko Mohobbat Se Nafrat Ho Gayi
Kisi Ko Tanhayi Pasand Aa Gayi
Koi Dosto Se Nahi Mil Raha-
Roo Rahe Hai
Aaj Ramzaan Ke Jaane Se
Jo Roye Kabhi Nahi Muharram
Ke Aane Se-
1st Shabaan ul Mu'azzam Yaum E Wiladat
Nawasi e Rasool Binte Fatimah Batool Dukhtar e
Haider e Karrar Sayyeda Zainab e Kubra (SalaamUllahi
Alaiha) Mubarak ho
Kabhi Zahra Kabhi Haider Kabhi Aagosh e Nabi,
Goya Quran Ki Godi Mein Pali Hai Zainab.
Jab Bhi Naam Liya Tal Gayi Har Ek Mushkil,
Yeh Tera Naam Hai Ya Naad e Ali Hai Zainab.-
Aaya Tha Ek Shakhs Mere Dard Bant'ne
Rukhsat Hua Toh Apna Bhi Gham Mujhe De Gaya-
Hazaron khwaab toot te hain
tab jakar subah hoti hai
sochun to saari umr mohabbat mein kat
gayi
dekhun to ek shakhs bhi mera na hua-
bachpan mein jahan chahe hans lete the
Jahan chaahe ro lete the
ab hansne ke liye tameez chahiye
aur
rone ke liye tanhaai-
GHODE TO DAUDE
JISM PAR SHABBIR
KE MAGAR
TAREEKH NE
YAZEED KO PAMAAL
KAR DIYA-
Kitni muhabbat hai tumse
safaayi nahi denge
Saaye ki tarha saat rahenge
dikhayi nahi denge-
Woh Toh Utara hai quran bhi shaan mein unki
Kya Tum uski phaansi nahi utar sakte?-