Itna asaan hota apne sapno ko pana to har baar koi koshish krke nhi chodta lekin koshish jee bhar ke ki bhi nahi aur haar manlo to tum apne tam se to ye galat hai apne karam agni ko feekha padne do tum to ye galat hai
Apne aapko dhud pana aur bana bana itna asaan hota to tum bheed se alag hi kyu hote tum auro ki tarah nhi ho isliye ye paath bhi tumara hai ye manzil hhi tumari hai aur iss tak jaane ke karam bhi kabhi kabhi hume khud manzil ban jana padta hai apne lakshya ko poore krne ki talash me itna asaan hota to harkoi kar raha hota
-