Koi sabse mukhatib kese ho sakta hain
Or fir itna bhi pyara kese ho sakta hain
Koi Jamaal se labrez hai rashk-e-qamar
Tu khdme itna pyara kese ho sakta hain
Koi hai bas teri ek tabassum ka muntazir
Me ab jana koi divana Kese ho sakta hain
Mayassar hai sabkuch mehfil me magar
Vo nhi hain to aaghaz kese ho sakta hai
Koi seher se uns ka mara hua qalb tera
Yeh moutjza yaar bta kese ho sakta hai
-