*** KHABAR-E-TAHAYYUR-E-ISHQ SUN ***
Khabar -e- Tahayyur -e- Ishq Sun
Khabar -e- Tahayyur -e- Ishq Sun
{ Na Junoon Raha Na Pari Rahi
Na Toh Tu Raha Na Toh Main Raha
Jo Rahi So Be-khabari Rahi }
Khabar -e- Tahayyur -e- Ishq Sun
Khabar -e- Tahayyur -e- Ishq Sun
Chali Samt -e- Ghaib Se Ik Hawa
Chali Samt -e- Ghaib Se Ik Hawa
{ Ke Chaman Zahur Ka Jal Gaya
Magar Ek Shakh -e- Nihal -e- Gham
Magar Ek Shakh -e- Nihal -e- Gham
Jise Dil Kahe So Hari Rahi
Na Toh Tu Raha Na Toh Main Raha
Jo Rahi So Be-khabari Rahi }
Khabar -e- Tahayyur -e- Ishq Sun
Khabar -e- Tahayyur -e- Ishq Sun
Woh Ajab Ghadi Thi Ke Jis Ghadi
Woh Ajab Ghadi Thi Ke Jis Ghadi
{ Liya Dars Nuskha -e- Ishq Ka
Woh Ajab Ghadi Thi Ke Jis Ghadi
Liya Dars Nuskha -e- Ishq Ka }
Jo Kitab Aql Ki Taaq Par
Jo Kitab Aql Ki Taaq Par
{ So Vahin Dhari Thi Ki Dhari Rahi
Na Toh Tu Raha Na Toh Main Raha
Jo Rahi So Be-khabari Rahi }
Khabar -e- Tahayyur -e- Ishq Sun
Khabar -e- Tahayyur -e- Ishq Sun-
***KYA HAI KISI SE KAAM***
# # #mareeze Ishq Ka Aksar Ye Haal Rahta Hai
Tumhere Naam Se Chehra Bahaal Rahata Hai
Main Ise Kufr Kahun Ya Kamal Ishq Kahun
Namaz Mein Bhi Tumhere Khayal Rahta Hai # # #
---------------------------------------------------------------
Kya Hai Kisi Se Kaam Tujhe Dekhne Ke Baad
Sab Ko Mere Salaam Tujhe Dekhne Ke Baad
Jisko Teri Nigahon Ne Makhmoor Kar Diya,
Wo Kya Piyega Jaam Tujhe Dekhne Ke Baad.
Sajda Karun To Kufr Hai Aur Na Karun To Kufr
Aaya Hai Ye Maqaam Tujhe Dekhne Ke Baad
Jalwa Kisi Ka Ho Ya Tajalli Kisi Ki Ho
Hai Dekhne Haraam Tujhe Dekhne Ke Baad
Meri Hayaat Ke The Jo Dushwaar Marhala
Hal Ho Gaye Tamaam Tujhe Dekhne He Baad.
Dil Se Yahi Dua Hai Tumhare Ghulam Hi
Ho Zindagi Ki Shaam Tujhe Dekhne Ke Baad
Laakhon Haseen Samne Aayen Bhi Kya Naseer
Aankhon Ko See Liye Hai Tumhe Dekhne Ke Baad
Sajda Tha Sang E Dar Pe Tere Sar Tha Arsh Par
Aisi Padhi Namaz Tujhe Dekhne Ka Baad
Mehmood Ka Ayaz Fakat Ek Hi Raha
Lakhon Banay Ayaz Tujhe Dekhne Ne Baad
Aaye Khude Ki Yaad Tujhe Dekhne Ka Baad
Sabse Hoon Beniyaz Tujhe Dekhne Ke Baad.
Mohd Waheed Pasha
Urf ( Qutubuddin Shah Qhadri)-
***Dil Mein Jigar Mein Aankh Mein***
Dil Mein Jigar Mein Aankh Mein Bas Tu Hi Tu Rahe
Iske Siwa Na Aur Koi Aarzu Rahe
Hasrat Yahi Rahe Aur Yahi Justju Rahe
Nazrein Jidhar Uthaaun Udhar Tu Hi Tu Rahe
Is Iltija Ke Bad Koi Iltija Nahin
Mera Sanam Hamesha Mere Ru-ba-ru Rahe
Is Ehtmam E Shauq Se Sajde Ada Karun
Tera Khayal Aaye To Dil Da Wuzuu Rahe
Jannat Mere Nasib Ki Waaiz Ko Baksh De
Mere Kafan Me Gesu E Jaanan Ki Boo Rahe
Tera Khayal Aur Teri Justju Rahe
Main Main Na Rahun Mujh Mein Faqat Tu Hi Tu Rahe
Ruswa No Ho Ghulam Tera Roz E Hashr Mein
Bas Itna Chahta Hoon Meri Aabru Rahe
Kamil Ko Ajj Kamil E Eeman Bana De Tu
Ye Zindagi Rahe Na Rahe Aabru Rahe
Dil Mein Jigar Mein Aankh Mein Bas Tu Hi Tu Rahe
Iske Siwa Na Aur Koi Aarzu Rahe
MOHD WAHEED PASHA
URF (QUTUBUDDIN SHAH QADRI)-
🌹🌹🌹MADARI SALAAM🌹🌹🌹
Mil Gaya Jinko Aaqa Se Daaro Madaar
Zinda Shah Madaar Tumpe Lakho'n Salaam
Mustafa Jaan E Rehmat Pe Laakho'n Salaam
Shamme Bazme Hidayat Pe Laakho'n Salaam
Paanch Sadiyo'n Ka Hai Jisne Roza Rakha
Mustafa Ke Un Lukmoo Par Lakho'n Salaam
Mustafa Jaan E Rahmat Pe Laakho'n Salaam
Shamme Bazme Hidayat Pe Laakho'n Salaam
Taa Umar Pairahan Woh Shaffaq Raha
Mustafa Ki Inayat Pe Laakho'n Salaam
Mustafa Jaan E Rahmat Pe Laakho'n Salaam
Shamme Bazme Hidayat Pe Laakho'n Salaam
Saat Pardo Mein Chehra Chupaye Rakha
Dast E Noor E Mohammad Pe Laakho'n Salaam
Mustafa Jaan E Rahmat Pe Laakho'n Salaam
Shamme Bazme Hidayat Pe Laakho'n Salaam
Mil Gaya Jinko Taiba Se Dooro Madaar
Zinda Shah Madaar Tumpe Lakho'n Salaam
Mustafa Jaan E Rahmat Pe Laakho'n Salaam
Shamme Bazme Hidayat Pe Laakho'n Salaam.....
MOHD MAHBOOB PASHA-
****MOHTAJ A NAZAR HO AAKHA***
Mohtaj A Nazar Ho Aakha
Kuch Nazara E Karam Kar Na
Deedar Tara Karloo
Rook Z Zadaa To Eder Kar Na.....
Kay Taj Par Nechawar Karoo
Kay Pass Hai Mara
Kurban Tara Khadmo Par
Dil O Jaan Mara Aakha
Tare Chokat Say Na Wootga
Tha Hasar Mara Saar
Zeenath A Saar Karloo
Nalayan Ko Tara Aakha
Paye Hai Tare Nisbat
Jis Din Say HUSSAINALLAH
Qibla Bana Qutub Ka
Tara Dar HUSSAINALLAH....
MOHD WAHEED PASHA
URF ( QUTUBUDDIN SHAH QADRI )
-
***SADATH TRA KUNCHE MAY***
Sadath Tara Kuncha May
Kay Shan E Khudaye Hai
Ek Mai Hi Nahe Duniya
Tara Dar Ke Shadaye Hai
Sadath Tara Kunche May
Kay Shan E Khudaye Hai
Ek Mai Hi Nahe Duniya
Tara Dar Ke Shadaye Hai
Ye Hasnain K Range Phool
Makhanpoor Say Aayah Hai
Khush Boo Jo Samayee Hai
Tayaba Say Wo Aaye Hai.....
Sadath Tare Chokar Par
Sar Ko Jo Jukaya Hai
Duniya Hi Nahe Usna
Moula Ko Be Paya Hai
Hai Hussainallah Har Dammai Yah
Sarkar Ke Khadmat Mai
Sukar Kar Qutub To Be
Jo Sadath Say Meelaya Hai...
MOHD WAHEED PASHA
URF ( QUTUBUDDIN SHAH QADRI )-
***CHALA KAY KHANJAR NAZAR KA TUM NA***
Chala Kay Khanjar Nazar Ka Tum Na
Deewana Muj Ko Bana Diya Hai
Peela Kay Muj Ko Jam A Irfan
Rooh Ko Mari Jaga Diya Hai.....
Basa Kay Kalma Sasoo Mara
Wa Jalwa Muj Ko Deeka Deya Hai
Karam Hai Muj Par O Sarkar
Kay Murda Dil Ko Jeela Diya Hai.....
Tara Karam Kay Mai Sadaka Jawoo
Tara Aata Kay Mai Wari Jawoo
Joka Kay Saar Ko Dar A Kareem Par
Kay Jhook Na Muj Ko Seeka Diya Hai.....
Karam Jo Sahab Hussain Kay Hai
Jo Zara Daman Chupa Leeya Hai
Qutub Jo Kismat Buland Payi
Jo Un Ka Dar Ka Gada Howa Hai.....
Chala Kay Khanjar Nazar Ka Tum Na.....
MOHD WAHEED PASHA
URF ( QUTABUDDIN SHAH QADARI )-
***MARI KISMAT***
Mari Kismat Sawar Gai Hai
Tara Saat Rahata Rahata.....
Mai Nadan Tha Tara Karam Na
Muja Dana Bana Diya.....
Mari Sasoo Mai Jam Gaya Hai
Tara Naam Layta Layta.....
Mari Kismat Sawar Gai Hai
Tare Saat Rahata Rahata
Ya Karam Nahi To Aur Kay Hai.....
Jo Tuna Apna Bana Liya
Mari Aakho Mai Bas Gaje Hai.....
Tari Surath Ko Takta Takta
Mara Murshid Mara Rahabar.....
Mara Din Our Mara Eman
Yahee Mara Saajo Saman.....
Is Jaha Say Yous Jahan Tak (Mari Kismat)
Ay Qutub Ya Rahaa Wolfath Mai.....
Jara Chalna Sambal-sambal Kar
Tara Rahabar Hai Aaga-aaga
Tu Chala-chal Peecha-peecha (Mari Kismat).....
MOHD WAHEED PASHA
URF ( QUTUBUDDIN SHAH QHADRI )
-
*Very Power Full Dua To Remove Sorrow & Grief
*Jaan Wo Maal Me Barkat Or Tandrusti.
*Tawakkaltu Alal Hayyillazee La Yamutu Wal Hamdulillahillazee Lam Yattahiz Waladan,
Walam Yakun Lahu Shareekun Filmulki Wa Lam Yakun Lahu Waliyyun Minazzulli Wa Kabbirhu Takbeera.-
*Bismillahi, Baabuna Tabaraka, Hitanuna Ya Seen, Saqfuna Kaaf Haa Ya Ain Sad, Kifayatuna Haa Meem Ain Seen Qaaf Himayatuna.
*Fasayakfikahumullahu Wa Huwas-samiul Aleem. Fasayakfikahumullahu Wa Huwas-samiul Aleem. Fasayakfikahumullahu Wa Huwas-samiul Aleem. Sitrul Arshi Masbulun Alayna. Wa Ainullahi Nadhiratun Ilayna, Bi Hawlillahi La Yuqdaru Alayna. Wallahu Miw-waraaihim Muheet. Bal Huwa Qura Anum-majeed. Fi Lawhim-mahfoodh.
*Fallahu Khayrun Hafidhaw-wa Huwa Arhamur-rahimeen. Fallahu Khayrun Hafidhaw-wa Huwa Arhamur-rahimeen. Fallahu Khayrun Hafidhaw-wa Huwa Arhamur-rahimeen.
*Inna Waliy-yiyallahul-ladhee Nazzalal Kitaba Wa Huwa Yatawallas-saliheen.( 3x )
Hasbiyallahu La Ilaha Illa Huwa 'alayhi Tawakkaltu Wa Huwa Rabbul 'arshil 'adheem ( 3x )
*Bismillahil Ladhee La Yadurru Ma'asmihi Shayun Fil Ardi Wa La Fis-samaa-i Wa Huwas-sami'ul 'aleem. ( 3x ) Audhu Bi.
*Kalimatillahit-taammati Min Sharri Ma Khalaq. ( 3x )
*Wa La Hawla Wa La Quwwata Illa Billahil 'aliyyil 'adheem. ( 3x )
04-