Baroz e qayamat ma tujhe kya jawab duga
Apni dolat shohrat , jawani , taakat, aur husn ka kasa hisaab du gha
Iman toh ha mera tuj pe pr apna aamalon ka kasa jawaab du gha
Duniya ma toh teri haram karar de chizon ko aam aur jadid (modern) ka naam du gha
Pr roz e mehsher ma tujhe apna gunaahon ki kya daleel du gha
-
Ajj akala baitha toh kuch yaad aaya phir se wohi tra khayal aaya
tari yaadon ka malal aaya
koshish toh krr rha tha tra bina jeena ke
Phir jb raat aaye toh ma ya himmat bhi haar aaya
-
Ab kissa rakha ga wafa ki umeed Toyab
Ab toh kutta b wafa ka mane bul gaya hain
اب کسے رکھیے گا وفا کی امید طیب
اب تو کتے بی وفا کا مانی بھول گیے ہیں
-
Is duniya k safar ma kuch der thahar k dakhta hain.
Bht hove is zindagi ke Jadojehad ab kuch pal sukoon k b toh guzar k dakhta hain.
-
Tara intazaar ma hu baithe
Har pal mar raha hu
Phir b zubaan sa kuch nhi hu kehta
Ek umeed se ha tara laut aana ke
Isiliye toh dil pa itna setam hu sehta-
Ya kya ho gaya hu
Ya kya ho gaya hu
Is duniya ma aa k tra dr ko bul gaya hu
Sirf nam ka musalmaan ho gaya hu
Kis maksad sa aaya tha duniya ma
Kiski ummat sa hu ma ya tk bul gaya hu
Ya kya ho gaya hu
Ya kya ho gaya hu
Duniyavi gaflat ki neend ma soo gaya hu
Aash O aaram ma kho gaya hu
Dolat shohrat k picha ho gaya hu
Ma tara gustakh ho gaya hu
Ya kya ho gaya hu
Ya kya ho gaya hu
Tara deen ma toh hu
Par firqu ka bt gaya hu
Shia sunni ma phas gaya hu
Ya kis kashmakash ma phar gaya hu
Ya kya ban gaya hu
Ya kya ho gaya hu-