Wo bik chuke thy jab hum kharidne k kabil hue...
Zamana beet gya Galib hume ameer hote hote.-
If you get on the wrong train, get off at the nearest station, the longer it takes you to get off, the more expensive the return trip will be.
-
Jisko bulane ke liye rukh masjid ka kiya tha maine,
Jab dua hone lagi qabil-e-qubool toh phir usi ko maang baitha.
-
Waqt ne mujhe chup rehna sikha diya,
Aur halaton ne senha sikha diya,
Ab kisi ki aas nahi hain zindagi mai kyunki,
Meri tanhaiyon ne mujhe aakela rehna sikha diya.-
Aadmi kay paas jeene ki himmat honi chahiye, kisi ko marne ki nahi!
-
Ye Bhi Adaab Hamare Hain, Tumhe Kya Maloom..
Hum Tumhe Jeet Ke Hare Hai, Tumhen Kya Maloom..
Ek Tum Hi Ho Jo Samjhte Nahi Hum Ko..
Hum Bi Toh Tumhare, Hai Tumhen Kya Maloom..-
When you are speaking, you are repeating what you already know. But, when you are listening to others, you are actually learning something new.
-
"Duniya Naseeb se milti hai or Akhirat mehnat se Lekin hum,
Mehnat Duniya Ke Liye Karte hain, Akhirat ko Naseeb par chor Dete Hain"-
Haal toh yun hain ki, jee nahi sakte...jisse shikayat hain, usse keh nahi sakte....tere bin hi jeena hoga hume, chah kar ke bhi tere saath jee nahi sakte....zindagi ke phalsaafe bhi aajeeb hain, mohabbat ho jisse usse baata bhi nahi sakte....
-
Consistency is harder when no one is clapping for you. You must clap for yourself during those times, you should always be your biggest fan.
-