Mir Mir   (Mir Mùdāsīr Mir)
215 Followers · 529 Following

Mir hain ghamon se choor
Mager
Sir par haath rakhnay wala
Koi nahii
Joined 17 December 2021


Mir hain ghamon se choor
Mager
Sir par haath rakhnay wala
Koi nahii
Joined 17 December 2021
29 MAR AT 17:02

Aap hee meri Zindagi Aapse hee meri Bandagi
Aapse Se hee meri Subha Aapse Se hee meri Shaam .
Ager Mere liye Thoda sa bhi pyaar hai toh Mujhe kise ke Haathon mat karna neelam
Tum hee Meri Bay karaari Tum hee Mera Sukoon
Tum hee meri laila Aur mai aapka majloon
Tum se hee mera budhapa
Tum hee se meri jaawani
Tum hee Mera bacha tum se hee meri mastani
Tum se hee Mera Hasna ore tumse hee mera Rona
Iss owljan Bare Zindagi mai Mujhse Door Mat hoo jaana
Tumhe se mera khana tumhe se Mera peena
Ager khushiyon zindagi hai jeena toh mere saath hee jeena .
Tumhe Mera sukhan tumhe Mera gham
Ager rehna hai toh humesha rehna Mir ke sangg

-


27 MAR AT 15:47

Joh Dimple Wale Log hai Naa
Woh Dilse Nahi Chehre ki Hase se Aapna Dimple Zaher karna chahte hai
Joh Juriyan wale Log Hote Hai Naa
Woh Dilse Nahi Rote Balki Chehre par Juriyan khatem karna chahte hai
Joh Dardi Wale logg hai Naa
Woh Batin se nahi balki Zaher se jawaan dekhna chahte hai
Joh Bina Dardi Wale logg hai Naa
Woh Zehri Toor Nhi balki Ander se bhi Aurat Chor Hote hai
Joh Neeli Aankhon wale logg hai Naa
Woh chehre se Masoom lagte hai
Ander se woh utine hee khaternaakh dekhte hai
Joh dil ke Seha logg hai Naa
Woh Bay jaano ko bhi kya Balki Jaandaaron ko bhi Maar Deyte Hai
Joh laly ki tarah Saaf dil Wale logg Hote Hai Naa
Woh Aapna Faida nhi Bilki duseron ka Faida chahte Hai
Joh Mir ki Tarah Toote Hue logg Hai Naa
Woh jisko Aapna Samjhte hai wahi un se door chala jaate hai

-


26 MAR AT 5:04

Manga tha Barish Rub se
Uper se Baraf ke Tuday Gir Gaye
Mujhe Milnay Jaana tha khushi se
Mere Saare jhute Baraf ke Neeche kho Gaye
Aab kahan se Dondo khushi
Mere chahnay wale soo Gaye
Nangay paoun nekle pada Ghar se
Mir phislan ki wajah se iss duniya se chale gaye

-


20 MAR AT 7:29

Ramzaan Shareef mai Muktadi nemaaz
Padnay nhi
Emaam Saab ko lokma Denay Aate Hai
Duraan Nemaaz jab wazo Toot Jaiye Emaam ka
Toh Muktadi Emaam se phale Bagh Jaate hai
Ager Gar Ramzaan ki baat kare
Toh Emaam ke Peeche Takbeer padnay wala bhi koi nhi hota hai
Ager Emaam saab waqt par nhi aaya
Toh sab Muktadi shoor machate hai
Paanch Hazaar Paison ke liye Aapna Ghar chood kar
Humare liye jannat mai Mehal Tameer
Karwa deyta hai

-


18 MAR AT 23:54

Aaa Tujhe Dekha Du Sharaab Khana
Nazeron Mai Sama Du Poora ka Poora Mehkhana
Pila kar Jaam humai Aapne Haathon Se
Phir Aapni Nazeron Se Saaki ko Mat Girana
Kon Hosh Mai hai kon Bay Hosh
Aab tumhai Mai kya sunao madd Hoshi ka Fasnana
Koi pee kar hasta hai toh koi roo kar Peeta hai
Mir Khushi Mai Gaaye Gaa
Yeh Sharaabiyon ka Tarana
Saaz khud Nekle Aaye Gaa
Jab Jhoom Jhoom ke Nache ka Mastana
Sheesha Sheeshey Se takraye Gaa
Jab Madhosh Hoo Jaiye gaa Sara Zamana
Mai Sharaabi Toh Nhi
Par kise ke Liye Hu Deewana
Laly shama buja kar beitha hai
Mir is Masti Baari Raat Mai koi chadaye Gaa parwana

-


5 MAR AT 11:11

Main aapko Phasanay Nhi
Aapke Dil Mai Basnay Aaye Hu
Hai Ager Tere dil Mai Mere Liye Jagha
Toh Umer Bar Wahi Beith kar Shamiyana Lagana chahta hu
Mai Aapko Rolanay Nhii
Balki Hasanay ke liye Aaya Hu
Mai Aapko khaakk se udtha kar
Aapni palkon par Beithanay Aaya Hu
Mai aapko Sabse Door Aur
Aapne Qareeb Lanay aaya Hu
Mai Aapki Zindagi ko Veeran Nhi
Balki Chaar Chand Laganay Aaya Hu
Sabi Nay Aapko Aapne Faide ke Liye Chuna hai
Ore Mai Bina Matlab ke Aapki Zindagi Mai Aaya Hu
Toh kya hua Mai Chota Bacha Hu
Mai Aapke Dilse Yeh Wahum Nekalnay Aaya Hu
Jinn logon Nay Aapke Saath Bura Bartave kiya hai
Unko logon ko Aapke Isharon par Nachana Chahta Hu
Sab logon Nay Meri Laly ka dil Toda hai
Mir aab usse Dil ko Dubara jodna Aaya Hu


-


1 MAR AT 11:49

Main Aapko Phasanay Nahi
Dil mai Basana Chahta Hu
Pata hai Sabi Nay Aapko Rolaya Hai
Mai Aapki Zindagi ko khushiyon se Barna Chahta hu
Dukh Dard Pareshani Nay Aapke Dil Mai Ghar kar Liya Hai
Aab usse Veeraan Ghar ko Abaad Karne Aaya hu
Both Aaye Aapki Zindagi Mai Waada Karne Wale
Mai Unhe ki Tarah Aapko Tanha Nhi Karna Chahta Hu
Aap khush raho Abaad Raho
Yahi Haath Udtha kar Dua Mangta Hu
Kya kya khawaab Dekhiye Gaye Aapko
Chali aawoh Meri Sapno Mai
Aapko khawaab ki Tabeer Dekhana Chahta Hun
Jinn Logon Nay Aapka Baroosa Toda Hai
Unko Sabak Seekhana Chaha hu
Thoda Saa Athibaar Mujhe par Bhi karo
Aapke Sir par izzat ka Taaj phanana Chahta Hu
Logon Nay Mohbbat ke Badle Aapko Nafrat ka Zeher Pilaya Hai
Khabhi Aana Mir ke Agosh Mai Tumhai Rooh e AFza pilana Chahta Hun

-


25 FEB AT 10:31

Dil ke Taron ko Naa Cheda kro
Zindagi ka suroor mett jaiye gaa
Hum Gham ke Geet Gaayenge
Zindagi mai Khushi ka Toofan Aayega

-


24 FEB AT 12:52

Mai Ishaaron Ki Boli Bhi Samjh Jaata Hu
Aap Aankh Maar Ke Dekhoa
Mai Aapki Nazron Se Girna Chahta Hu

-


23 FEB AT 14:59

Nemaaz e Ishq Mai wazoo ki zehroorat Nahi Padti
Tu Dil juka ke Dekh
Dua Mangnay ki zehroorat Nhi Padti
Allah Peechlay Gunah Nhi Dekhta
Tu Tan Man Saaf kar ke Aahh
Allah ki rehmat par koi Aser nhi padti

-


Fetching Mir Mir Quotes