Mimansha Verma   (Amisha)
35 Followers · 29 Following

Media student
Joined 10 June 2019


Media student
Joined 10 June 2019
28 MAY 2020 AT 19:49

Yha paglon ki tarah hum tumhare cl ka intjaar krte hai,,
Or tujhe lgta rha mjhe tujhse pyaar nhi...

-


13 MAY 2020 AT 12:37

Unki tasveer ko seene se laga lete hai,
Is tarah judai ka gam mita dete hai,
Kisi tarah kabhi unka jikr ho jaye to,
Bheegi palkon ko hum jhuka lete hai...

-


11 MAY 2020 AT 21:25

Yuhi mar jane ke bahane bhut h,
Bahar nikal k to dekh tere deewane bhut hai,,
Are ham to tham lenge tera hath,,
Kya tum de paoge umra bhar ka sath....

-


27 APR 2020 AT 18:41

Agar achanak mujhe kuch ho jaye,,
Toh khayal rkhna apna,,
Kya pata mjhse laakh guna, koi achi mil jaye....

-


8 APR 2020 AT 20:05

Tere online aane ka intjaar karna,,
Yahi toh hai pyaar mera.....
Tere msg ka turant reply karna,,
Yahi toh hai pyaar mera.....
Tujhse yuu meethi meethi baate krna,,
Yahi to hai pyaar mera.....
Tere call aane par, mera yuu khushi se jhoom jaana,,
Yahi toh hai pyaar mera.......
"I love you"
Jaan ❤

-


8 APR 2020 AT 10:47

Jaan... Jis din ki shuruaat apse hoti hai na,,
Vo har din mera khushiyon se bhara hua hota hai........

-


8 APR 2020 AT 9:37

Babu ek baat bolu,,
Hamari dosti pyaar me kab badal gyi,,Pata hi nhi chala......

-


7 APR 2020 AT 23:55

Chaandni raat me,,
Kuch to baat hai,,
Kuch mehsoos si andheri raat hai.......

-


6 APR 2020 AT 22:39

Suno na..... Jaan,,
I love you,,
Hume apse hai bht pyaar.......

-


6 APR 2020 AT 22:36

Vo pal bhi kitna yaadgaar tha,,
Jo humne sang beth kr bitaya tha....

-


Fetching Mimansha Verma Quotes