Mujhe na maalum kya paya hai
Aye tere dar par aye zindagi
Ki maut bhi aaye mujhe
Toh mere yaaron ko gawara na hoga-
Na koi aarzoo hai meri
Na kisi ki khawish mein ghum hai
Tu hi toh sirf is dil ka darpan hai
Bas tere aks se yeh dil mehrum hai
Ijazat de agar toh batalau mein tujhe
Ki har jagah tumhi tum ho
Aur tujh mein hi yeh dil ghumsum hai-
Na koi aarzoo hai meri
Na kisi ki khawish mein ghum hai
Tu hi toh sirf is dil ka darpan hai
Bas tere aks se yeh dil mehrum hai
Ijazat de agar toh batalau mein tujhe
Ki har jagah tumhi tum ho
Aur tujh se hi meri shyam hai
Aur tujh mein hi yeh dil ghumsum hai-
Na koi aarzoo hai meri
Na kisi ki khawish mein ghum hai
Tu hi toh sirf is dil ka darpan hai
Bas tere aks se yeh dil mehrum hai
Ijazat de agar toh batalau mein tujhe
Ki har jagah tumhi tum ho
Aur tujh mein hi yeh dil ghumsum hai-
Kuch risthey gumnaam hote hai
Unhe naam miljaye toh kya baat hai
Mohabbat toh nigahein karti hai
Woh baat zubaan pe aajaye
toh kya baat hai-
Kisi aur ki baatoin se nahi
Teri aadaoin se darr lagta hai
Duniya ki mujko kya fikar
Mujhe toh tere andaaz se darr lagta Hai
Kai dekhi hai main ne ullfat bhari raatein meri
Ab neend Kahan se aayegi mujhe
Mujhe toh ab tere khawboin se darr lagta Hai-
Tujhe khwab mein chukar dekhu
Tum mehsoos toh karti hogi na
Bin kahe hi koi geet tum ko sunao
Tum dhun woh gun gu naati hogi na
Mujhe paa kar apna dil haar kar
Tum sharma k se muskurati toh hoo gi na
Tujhe kahu ya na kahu
Tum isharon mein samajti hogi na
Duniya ko hoo yakeen tujh pe ya nahi
Tum tasveer se hakikat main kabhi toh aaogi na
Mere khawab pe kabhi toh apna haq jataogi na
Tum yeh mehsoos toh karti hogi na-
Tujhe khwab mein chukar dekhu
Tum mehsoos toh karti hogi na
Bin kahe hi koi geet tum ko sunao
Tum dhun woh gun gu naati hogi na
Mujhe paa kar apna dil haar kar
Tum sharma k se muskurati toh hoo gi na
Tujhe kahu ya na kahu
Tum isharon mein samajti hogi na
Duniya ko hoo yakeen tujh pe ya nahi
Tum tasveer se hakikat main kabhi toh aaogi na
Mere khawab pe kabhi toh apna haq jataogi na
Tum yeh mehsoos toh karti hogi na-
Kuch rishtein ajnabee se kuch khaas banjate hai
Aksar adhure pan k raaz banjate hai
Ab duniya se rushwah kya kare
Piya k sang hoo toh piya bayri ban jate hai
Ek tamanna hai adhuri si na jane kahan rukegi
Ek pyas hai adhuri si na jane kab bhujegi
Dur hoo kar bhi na jane kyu magroor ban jate hai
Piya k sang hoo toh piya bayri ban jate hai-
Ek kissa hoon main teri zindagi ka
Kuch kaheen baatoin ka Kuch un kaheen raatoin ka
Unn raatoin ko yun benaam na kar
Main pehle se badnaam hoon Mujhe yun badnaam na kar-