Mere Dil Ki Awaaz  
68 Followers · 9 Following

Time to express
Joined 26 January 2020


Time to express
Joined 26 January 2020
13 FEB 2022 AT 8:39

Guzra un rahon se kal..., toh yeh hadsa hogya,
Dil mera mureed unki aankhon ka hogya...
Haan ma'ana laalach thoda badh sa gya hai..,
Teri muskaan ka saaya hardum chaya rehta hai..,
Nazrain mili kya ek baar unse ... Main usi pal se bus usi ka hogya.. ♥️

-


10 FEB 2022 AT 13:24

Yeh mijaaz e ashiqui hai Saqlain, Yuhin nahin jati,
Ja'an pe ban aati hai, Yaad tumhari jab aati...♥️

-


7 FEB 2022 AT 15:21

Ishq main hum aur kyun marain.

-


7 FEB 2022 AT 15:19

All the time

-


7 FEB 2022 AT 15:18

Patton ka nhi qatron ka gulab
Haan yeh mere dil ka gulab

-


7 FEB 2022 AT 9:19

Teri ankhon main doob jaun main,
Tu ijazat de tere gham tujhse door kahin lejaun main,
Zehen ke sare sawalon k jawaab banjaun main,
Tu ishara toh de, Teri ek jhalak pane ko marjaun mai..♥️

-


16 JUL 2020 AT 9:59

Tere sang hi rehna mujhe,
Tere bin kahin nhi rehna,
Tu mera hoke rehja,
Bs yhi mujhe kehna

-


16 JUL 2020 AT 9:43

Ab toh bs yhi Dua hai,
Jab bhi chalu bs teri aur hi badhun.

-


16 JUL 2020 AT 9:29

Kaise main tujhme khoya rehta tha,
Kaise main tujhme dooba rehta tha,
Ab waisa kyun kuch bhi nhi,
Paas hokar bhi kyun hum paas nhi,
Maana saari galti tumhari nhi,
Maana saari galti hamari bhi nhi,
Ho sake toh sare sikwe bhula dena,
Apna smjhkar ek baar fir Dil lga lena.

-


13 MAY 2020 AT 15:53

अजीब इटेफ़ाक़ है ज़िन्दगी का,
जिसके लिये सारी हदें पार करना चाहे दिल,
वही हदों में रहने को मजबूर करता है l

-


Fetching Mere Dil Ki Awaaz Quotes