While we often remember yesterday, we forget to value today. By fully embracing today, we can create wonderful memories for tomorrow.
-
Love is like having a thousand words to say but only expressing a hundred of them. It’s when someone makes you feel both vulnerable and invincible at the same time. It’s the anticipation of seeing them, followed by the longing to see them again.
-
Wo Bachpan behtar tha jab har kahaani, har kissa sacha lagta tha. Ab toh sach bhi jhoothe lagte hai . . .
-
Kash ki acche log aazaad hote aur bure log pinjare me toh shayad insaan pehchana aasaan hota. . .
-
Kash ki Jeevan ek din ka hota toh shayad bichhadna zara aasaan hota. . .
-
Salaam he unh logo ko jo Jeetne ke liye nikalte he, Hum toh Haar na mane ke nikalte he. . .
-
Pata he kya jo log kahaniya likhte he, unhe neend ke liye kahaniya padhne ki aadat nahi hoti. . .
-
Kisi ne kaha tha ki jab tumhari akad tumhare kad se badhne lage toh tumhare purane din yaad kar lena. . .
-
Kabhi kisi se itne judde ho, ki jab unh se bichhde ho, toh tum tut gaye ho
-
Is Janam me na sahi agle Janam me fir mulaqat hogi, is bar jo aadhuri reh gayi agle Janam me wo baat hogi. . .
-