Lag gayi aag ghar mei to bacha hi kya hai, or bach gaya mai agar to samjlo jala hi kya hai.
Apni mehnat ka nateeja hai Muqadar apna, warna hathoo ki lakeero mei rakha hi kya hai
Meer Ataulah-
Lag gayi aag mere ghar me to bacha hi kya hai, or bach gaya mai toh samajlo jala hi kya hai.
Apni Mehnat ka nateeja hai muqadar apna, warna hathoo ki lakeeroo me rakha hi kya hai-
Parkho ge to sab Paraye lagege,
Samjo ge toh sab apne lage ge.
(Meer Ataulah)-
Bethey hai chain se kahi jana to hain nahi , hum be garoo ka koi thikana to hai nahi. Woh jo humei pasand hai kon hai kaise hai kyu poochte ho humne batana to hai nahi๐ฅฐ๐
-
Woh log bohut khush kismat they jo Ishq ko kaam samjte they ya kaam se aashiqui rakhte theyโค๐๐ฅฐ, Hum jeetey ji masroof rahe kuch ishq kiya kuch kaam kiya๐ค๐ค. Kaam ishq k aadey aata raha or ishq se kaam uljta rahaโน๐, Fir akhir tang aakar humne dono ko adhura chod diya๐๐๐ข๐
-
Woh chamman ki jispe garoor tha na tera hua na mera hua๐,๐
Woh jo khwaab they mere zehan main na mei keh saka na mei likh saka,๐ฃ๐๐ท
Ki zaban mili to katti hui aur kalam mila woh b bika hua๐๐คฆโโ๏ธ๐โโ๏ธ-
I Quit looking for wt i want๐ as i feel its futile๐and i'm crazy enough to believe that wt i truly hunger for,๐ค๐ค๐ช๐ฆพalso hungers me n when the time iz right we will both sit at the same table.๐๐
-
( B thankful coz u r blessed )
When you are tired of ur life at the same tym someone is dreaming of living ur lyf yar.
Battlefield's
Player unknown-
Thukrayi tune mohabbat meri to doosri se izhar karege
agr doosri b na maani to yehi apraad hum baar baar karege๐๐-
Apni zindagi pr haq kisi ka na ho ab agr kisi ka ho to samjlo ye jaan b usi ki ho๐๐
Fir to kuch woh apni kahege kuch apni hum sunayege mil beth kr suljaya karein ge apni uljanei woh jis ki b ho.โค๐
yakeen rakh fir likhne wale log dua kiya karein ge unki kahani k kirdar hum do ho๐-