Jis din dikha du tum ko Aina us din samjhna main us din nahi hu
-
Meenu Sharma
(Mirror)
10 Followers · 7 Following
Joined 5 January 2021
21 FEB 2024 AT 9:34
Is baar tufaan nahi hai Jo uda kar le jayega
Is baar sunami hai wo ujad kar chala gaya-
24 DEC 2022 AT 16:53
ishwar aur prem dono nashwar hain
kissi ko agar ye nahi dikhte to
dono uske jeevan mein kabhi the he nahi-
19 JUL 2022 AT 16:15
वो लाना चाहते हैं चिड़िया को फिर से आँगन में
जो उसके आँगन में रहते हैं-
20 JUN 2022 AT 12:01
Darwaje ab band rakho log khidkiyon se jhakate hain
Dil to kaid hai ab
aakhho se log jhakte hain-
8 JUN 2022 AT 9:32
Suna hai duniya ghumne ka shauk hai tumhe
Chalo ab mujhe bhi doodh kar la do-
24 JAN 2022 AT 9:20
Rukna hai to bin matlab ruk mere saath
Mera mujhe se chinne walo se dar lagta hai-