Md Shahbaz Khan   (saddy)
9 Followers · 7 Following

Alhamdolillah for everything...

ye alfaaz to mahaz ik bahana hain....😊
Joined 27 May 2019


Alhamdolillah for everything...

ye alfaaz to mahaz ik bahana hain....😊
Joined 27 May 2019
6 JUN 2021 AT 20:55

"kitaab-e-maazi"

kis mushrrt se pahuche the hm bzm me...
rooh ki kishnagi ko chhupae hue!
kiu nzr pher li mujhse mere sanam...
kiu baithe ho chhup kr dil churae hue!
ek muddat hui tmko dekha nhi...
ek zamana hua muskurae hue!

🎶NFAK...

-


4 MAY 2021 AT 22:40

"kitaab-e-maazi"

kamal ba-mashakkat jaan hain wo meri,
unke didaar-e-husn ko bhi tarasna padta h!
yun to dil k dariya me ashqon ka sailab h mgr,
aankhon se na chahte hue bhi hasna pdta h!

saddy✍️...

-


23 APR 2021 AT 23:14

"kitaab-e-maazi"

tu maheroo, tu nashtar, tu kbhi ashq to kbhi lab pr hasi...
kryn to kaise kryn aakhir mere lafz tere qirdar ko bayan...

saddy✍️...

-


21 APR 2021 AT 4:18

"kitaab-e-maazi"

pata nhi sambhal gaya ya bikhar gaya...
ye dil ab kisi se ummeed nhi rkhta...

saddy✍️...

-


15 APR 2021 AT 9:54

" kitaab-e-maazi"

rkh k rukhsar mere shane pr wo kuch yun so jae,
ki bhula kr ghm sare jahan ka mujhme kho jae,
bata mai aur kitna gir jau uske samne ai khuda,
ki use qubool ho mhbbt meri wo mera ho jae!

saddy✍️...

-


5 APR 2021 AT 0:14

"kitaab-e-maazi"

jo tm ja rahe ho chhod kr! kya mujhe yaad rakhoge?
shaam-o-saher ki tanhaiyo me mujhe abad rkhoge?
jo mai bikhar jau toot kar yaad me teri mahboob mere,
jo meri aankh roye to mere ashqon ki fariyaad rakhoge?
ja kr door mujhse bhi kya tm yun hi mujhe pyaar karoge?
kya hr shb me saath mere tm chaand ka didaar karoge?

saddy✍️...

-


31 MAR 2021 AT 12:57

"kitaab-e-maazi"

tanha dil ki tanhaiyon ki qasam...
ashqon ki in parchhaiyon ki qasam...
na janu mai haqiqat h ya h waham...
yaar! bahot mushkil h mhbbt ki rasam...

saddy✍️...

-


30 MAR 2021 AT 0:21

"kitaab-e-mazi"

door ho to khamosh fasana ho jati h,
kbhi diwana to kbhi afsana ho jati h...
muhabbat ikk saye ki tarah hoti h,
jab adat lag jae to ravana ho jati h...

saddy✍️...


-


31 JAN 2021 AT 17:30

"kitaab-e-maazi"

na choom sku mai lab-e-mashooq ko...
dukhta h use, na mai chumu muqddr mera...
kya karu saqi mai qiafiyat-e-darmiyaan ka...
bata kya karu mai jawani ki sharaab ka...

saddy✍️...

-


18 DEC 2020 AT 0:25

"kitaab-e-maazi"

use mere khayalo me bhi rahna,
use mere yaar k sawalo me bhi rahna,
use meri yaadon me bhi rahna,
use in sanson ki buniyadon me bhi rahna,
meri raho me meri panahon me bhi rahna,
gr kahi nhi rhna toh meri zndgi me meri bahon me nhi rahna!....🥺🙏

saddy✍️...

-


Fetching Md Shahbaz Khan Quotes