Tum Khush raho, aabad raho
Zindagi ke har safar par bemisal raho
Kabhi Na aaye inn aankhon Mein aansoo
Aisi khushiyon se bhari zindagi ho tumhari
(_______Neetu❣️Nishad________)-
Meri gumnami hi mera pata hai 💙
Jazbaato ko rakh na saka paas♥... read more
Apne ko apna samaj kar baitha tha
mera apna apna na bana kisi aur ka apna ja baitha.....-
Kuch Dino se neend nahi aa rahi
Tum jo yaad aa rahe
Rehta hu khayalo har pal
Dekhta rehta hu tujhe har samay har pal
-
Kyu ye khamoshi hai itna toh samajh
Aansoo nahi rukte iss baat ko toh samajh
-
Kya kare meri majbooriya bhi...
Mere dil jaise sachi thi....
Par nadan wo samjh na sake...-
Mushkil itni hai logo ke vyavahaar badal jaate hai samay ke saath
Log wahi rehte hai....-
Sukoon ki talaash leke mann mein nikla tha main...
Na jaane kaha aake rukk gaya inn hawaon mein main...-
Sapoot hai wo apne hindustan ka 🇮🇳
Kar diya usne tiranga ucha hindustan ka 🇮🇳
#jai hind🇮🇳
#Neerajchopra🇮🇳-
Gira toh hu...
Par Shri Krishna jinka haath tham le ve girta nahi...
🙏 Hare Krishna 🙏
-