That something special is the hope of "something special may happen".
-
sada bahaar zindagi se tuti futi acchi thhi,
hamare rishtoy k dhaage ki door kacchi thhi,
itna suna tmhari din aur raaton ki kahani,
mann mein thha shikhwa par bhi dil mein tum acchi thhi.-
jaan jaan kehkar bulata thha,
abb toh ye nazm-a-jahaan ban gaya,
abb jo duur hua tmse,
abb ye mera takiya-kalaam ban gaya.-
agar attet me chaons se aaj sambhal jata,
toh humne toh phd kar rakha hota,
gaadiyon k bhi peeche waale shishe chote aate hai saamne wale shishe ki tulna mein,
toh aaj jo mauka milega wo aaj hi hai,
usse peeche dekhkar vyarth na jaane de.-
kuch lafzo ka alfaaz chala gaya,
kuch haseen pal ki wo baat chali gayi,
aur abb toh ye saal chala gaya,
aur mere zindagi se tumhara saath chala gaya.-
din suhavna raat mein koi mahatma nahi hai,
ujale mein toh chalo hum sareef hai,
magar andhere ka koi sambhavna nahi.-
bezzati sehkar izzat karne aaya,
tumse milkar bachodi samajh aaya,
tumne etihas dikhaya toh,
aaj khud sambhalne aaya.
-
arso ho gayi aryizan daale,
par sunwahi karne wala koi nahi,
khuda khud gawahi dene aayega,
lekin manzoori dene wala koi nahi-
maine samose se pucha ki tum itna nukili kyu ho,
usne jawab diya; taaki main saare parties mein naak ghusa saku.-
wahi shaam wahi raatein,
wahi jaam aur lal aankhein,
jaha waqt kitabo mein beet jaya karti thhi,
wahi aaj bottlo k nashe mein beethti hai.-