Bhula kuch bhi nahi hoon,
Na bachpan ur na wo bachpan k dosto ko,
Yaade aaj bhi zinda hai is dil mein har ek sunehre ur dukh k palo ki,
Bas thoda sa waqt badal gaya hai ur sayad zindagi bhi,
Aaj bhale hi milna nahi ho pata kisi say magar yaad sabko karta hoon,
Jo nahi hai unhe bhi Ur jo hai unhe bhi,
Zyda kuch toh nahi hai mere pass uro ki tarah bas ek chota sa dil hai,
Jo dhadakta hai sabke liye,
Bas itna samjh lo kisi tarah zindagi kat rahi hai do waqt ki roti kamane mein,
Jisme na toh koi khusi hai na sukoon.
-
I love ❤ 💯 singing
My Poet...
1. Zindagi ek kitab hi toh hai jiska peh... read more
Aye dost chal aaj kuch purani baat karte hai.
Zindagi ko jeene k liye phir say koi wajah dhundtey hai.
Tu agar saath hai mere toh yun hi teri dosti k sahare zindagi katt lenge.
Chahe zindagi mein ho kitne gam saare gam dost ek saath baat lenge
-
Tujhe pana toh is dil ki chahat thi.
Mgar tujhe bhul jana yai hi usa rab ki ibadat thi.-
Bhagwan...
Asal mein kya hai bhagwan koi janta hai manna na manna sab ek saman hi hai jisay hum mante hai mgar jante nhi...
Aap acche ur bure karam karte hai khud suwaim k liye phir kyu apne swarth k liye usa bhagwan ko aap ek paap ka bhagidar bana dete hai...
Swarth insan k mann mein hai bhagwan k mann mein nhi jis tarah apka khud ka parivar hai usi tarah un logo ka bhi apna parivar hota hai jinhe aap maarney say pehle ek baar bhi nhi sochtey...
Aap ko prem na bhagwan say hai na un beyjuban janwaro say jinhe aap sirf kurbani ur apne suwaad k liye mar dete hai...
jinko aap bhagwan ko bhog k roop mein bhi chadatey hai ur unhi janwaro ko aap khud noch noch kar kha jate hai...
Bhagwan jisne yai duniya banai ur jisne hum sabko banaya asal mein wo hi bhagwan apka apko janta hai mgar aap usay nhi...
kyunki jis insan ko kisi say prem nhi hota jo apne swarth k liye kisi ki bhi hatiya kar de wo asal mein bhagwan ko kabhi nhi paa sakta...
Bas wo insan hamesha khud ko ek dokhey mein hi rakhta hai ur wo bhagwan ka saccha bhakta kabhi nhi bana sakta..
kyunki mann say bada koi mandir nhi hai ur prem say badi bhagwan ko paane k liye koi chiz nhi hai.
🕉️Har~Har~Mahadev🔱🔱...!!!-
📖Kitabey padtey padtey 🥺thak gya tha mein.
🤔Socha ki aaj 🕴️khud ki hi☝️ek 📖kitab 📝📝likh dalu.-
Aaj jab waqt n mujhse apna hisab manga toh mene bhi keh diya usay.
Ki ja jakar tu pehle unse mil jinhe mene tujhe dia tha.-
Har insan ki zindagi mein kuch kahaniya Ur kuch kirdar hote hai.
Jinhe wo apni asal zindagi mein kahi na kahi nibha raha hota hai.-
Bhul jao phir say sab kuch paane ko.
Kya pta kal yai khusnuma sa kal ho na ho.-
Badi mushkilo k baad ek zindagi mili thi.
Kuch logo n usay bhi sochney m guzar di.-