Raat ho chand ho shanasa* ho
Kyun na rag rag mein phir nasha sa ho
Mein ek umar kharch ki hai tum par
Tum mera qeemti asasa* ho
Ek to khauf bhi ho duniya ka
Aur mohabbat bhi be-tahasha ho— % &-
Qissay Meri Ulfat K Jo Marqoom Hain Saare"
Aa Dekh Tere Naam Se Mosoom Hain Saare"
Shayed Yeh Zarf Hai Jo Khamosh Houn Ab Tak"
Warna To Tere Aeib Bhi Maloom Hain Saare"
Sub Jurm Meri Zaat Se Mansoob Howy "Mohsin"
Kya Mere Siwa Shehar Mein Masoom Hain Saare
-
Kitna Mahroom Hum Mein
Kitna Maiseer Hai Mujhe
Zara Sehra Hai Mujhe
Qatra Samander Hai Mujhe-
Mujhe winter se mohabbat hai.
Tum spring m ishq lekar chli ayi
Thodi garmahat hui summer mein
Tumne rukhshti karli thi autumn mein.
-
Junoon, jazbaat, ishq aur sukoon
Ye sb hein tere kadakpan mein.
Han han tujhe pechante hein,
Yahan sb Chai ke naam se...-
Yun to meri chai ka piyala bhi,
Khud ko tanha mehsus krne lga hai.
Gar tum aao to use bhi kisi piyale se
Ishq-e-guftgu krne ko mile........-
Hoti hein aaj bhi kai batein mehtab se,
Aaj bhi kitabon mein tumhara naam likhta hun.
Aaj bhi chat par baithe gujarti hein kai shaame meri...,
Aaj bhi tumhare purane msg's ko mehtab ki roshni mein padhte hein.
Bet-te hein aaj bhi din tumhare intzaar mein,
Aaj bhi purane sab lamhein pas rakhtein hein.
Aaj bhi ek dil ko mante hein 'gharonda' apna,
Kuch log aaj bhi is duniya mein ishq be-hisab karte hein.
-
Tumhare ishq mein aana
Tumhara nhi ye mere dil ka junoon tha
Hamara saath na hona
Tumhara nhi ye mere dil ka qasoor tha.-
क्या तुम जानते हो
मुझे, तुम में क्या पसंद है
मेरे ऐतबार पर
तुम्हारी हर हाँ पसंद है
तुम्हारी बातों का आगाज़ पसंद है
तुम्हारी धीमी सी आवाज़ पसंद है
तुम्हारी कही हर बात पसंद है
जब बातें हुई, वो पल पसंद है
तुम्हारा मुस्कुरा कर देखने का अंदाज़ पसंद है
तुम जैसे भी रहो, तुम्हारा हर मिजाज पसंद है
तुम्हारा दिल खोल कर
हसने का वो अंदाज़ पसंद है
तुम्हारे करीब होने का हर लम्हा पसंद है
सिर्फ तुम्हारा होने का अहसास पसंद है-
Thak chuka hun mein zindgi ki zaruraton se
Ab mujhe shouk o hunar se jeene ki chah hoti hai.-