Kahi bhasa tho kahi Border ka vivaad hai
In sabhi ke beech Insaan aur insaniyat tho bas ek apwaad hai-
Na mumkin si lagi zindagi kuch kahani aur kissho mai
Har baar Udhasi aur narajagi aayi mere he hisso mai-
Likhtey raho apney kahani ka har ek panna ahista ahista na jane kab published kerne ke liye success ki stage mil jaye
-
Logo ko hemsha khud se niche ke kuch log chahiye hotey hai dusaro ko as example batane ke liye dekho inko inka bhi tho kuch nhi ho Raha hai aur agar unke niche ke insaan thoda bhi tarraki kar leta hai sabse jyada takleef inko hoti hai
-
Har insaan mai loop holes aur acchai hoti hai it depends upon us ki hum kya dekhtey hai unmai aur kya seekhte hai
-
Hum jitana logo ko apni flexibility dikhayenge wo hume utana he test kernege aur mauka milega tho kheechke faila bhi denge
-
Kai basr Insaan ko badi badi jagaho se gahr aane ke baad apana Ghar chota lagane lagata fir thode time Mai ehsaas hota hai ki jagah is ek thing but khaan paan aur pyaar ek taraf hota hai
-
Train se bahut dur kheton mai khade masoom baccho ko bye kertey huye dekhana ek alag he anubhav hai
-