23 OCT 2017 AT 13:43

Bhula na sakoge mujhe bhul kar tum,
Main aksar khayalo me aata rahunga,
Kabhi yaad bnkr to kabhi khwab bnkr
Main neende tumhari churata rahunga.

- aɭɷŋҽ ɭɷѵҽɾ❤