Be it summer, spring, autumn, or winter — what truly matters is the synchrony of hearts.
-
Mujhay Ghumrah na kar apni muskaan sai
Mai waqif hu teri sabr ki dastaan sai
مجھے گمراہ نہ کر اپنی مسکان سے
میں واقف ہوں تیری صبر کی داستان سے-
Success doesn't make us mature. But failure has the potential to give birth to the maturity.-
Itni khamooshi sai shehar mai aya na karo
Jatay ho toh dil mai toofan jagaya na karo
-
Sab kuch mila lekin tera ishq nehi
Tootay meray armaan lekin dua nehi
Sabr rakh k chala mai apnay raastay
Kahi mila fir sai toh thukrana nehi
Dil mai utar kar tu dekh lena wahi
Bas Mithaas meray alfaazu mai nehi
Zameen pai Mansoor ka dhaancha he sahi
Par uska ishq teray siwa kisi ko janta nehi-
Toot k itna bighar gaya socha mai mar gaya
kya jalwa hai teray husn ka k mai wahi thehar gaya
ٹوٹ کے اتنا بکھر گیا سوچا میں مر گیا
کیا جلوہ ہے تیرے حسن کا کہ میں وہیں ٹہر گیا-
Bachpan toh choot gaya jawani toh baki hai
Ayy insaan yeh bas teri nadaaaniya hai
Laut ja uskai dhar pai jo teray intezaar mai hai
Mohabbat ki kami nehi uskai khazanay mai-
Jis raastay mai chal pada
Uss raastay pai kaantay nehi
Abb darr hai iss baat ka
Ab kho na jayai woh kahi-
جھجکتا نا میں شہادت دینے میں
دل اگر اسکا ہوتا اور موت اسی خزانے میں
Jhijhakta na mai shahadat denay mai
Dil agr uska hota aor maut usii khazany mai-