Kabhi yun tha ki
Baatein khatm nahi hoti thi
Aaj alfaaz nahi milte hain
Baat ki shuruaat ko.
-
Waade jo kiya they maine tumse.
woh sab toh choti baatein hain.
Dar'asal Maine toh Aane wali zindagi ki
har choti badi haar ke
tassavur tak me
tumhe sath dekha rakha hai.
Aur jab tak mai zinda,
tab tak tumhe toh mai harne dunga nahi.
Mere pass izhaar ki bas itni hi dalilein hain.
Ab tum toh apne iqraar ki shartein batao.
Baaki...
Waade jo kiya they maine tumse.
Dekho woh sab toh choti baatein hain.
-
बड़ा शहर अक्सर बिना सीढ़ियों वाले
सूखे कुँए की तरह होता है,
गहरा, खाली और
बाहर आने के सारे रास्ते बंद।
-
तुम्हें महसूस कराना चाहता हूँ की कितनी खास हो,
वर्ना मुझे यूँ शेरों-शायरी का कोई इतना शौक नहीं।
थोड़ा लड़ना चाहता हूँ मैं अपनी ज़िन्दगी से,
गर आराम से कट गयी तो बर्बाद हो जायेगी।
थोड़ा डूबूँगा, मगर मैं फिर तैर आऊंगा,
ए ज़िन्दगी, तू देख मैं फिर जीत जाऊँगा।
हुनर सारा रख दिया पन्नों पर तुझे रिझाने के लिए,
क्या कुछ न किया मैंने तुझे अपना बनाने के लिए।
मैं हर रात तुम्हारी बाहों से लिपट कर सोना चाहता हूँ,
बड़ा दर्द है सीने में, तेरे सामने बेफिक्र रोना चाहता हूँ।
-
Daftar mein zehn,
Ghar nigah,
Raaste mein paanv
Jeene ki koshishon mein
Badan haath se gaya.
-
Bahut nakaamiyon par
aap apni naaz karte hain,
Abhi dekhi kaha hai
apne nakaamiyaan meri.
-
If you show me that you don't care,
I'll show you that I can do it better.
-
Waqt Lagta hai par ho Jaata hai,
Majboori mein insaan bhookha bhi so jaata hai,
Gareebi ka Kaanta sabko hi tadpaata hai,
Bura wo nahi jo paise ka guroor dikhaata hai,
Par wo hai jo waqt rehte badal nahi paata hai,
Guroor bura hai parr kaam bhi aata hai,
Warna lachaari ka bahut hi sasta chaata hai,
Mehnat hai mushkil koi kar nahi paata hai,
Kyunki bahaane aur aalas ka puraana naata hai,
Yahi soch kar kaam kar rahe hain ke,
Waqt lagta hai par ho hi jaata hai...
-
Chhoti si baat pe
khush hona mujhe aata tha,
Par badi baat pe
chup rahna zindagi ne sikha diya...
-